Dur Ke Dhol Suhane Hain, Urdu Ghazal By Amjad Husain Hafiz Karnataki

Dur Ke Dhol Suhane Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Amjad Husain Hafiz Karnataki. Dur Ke Dhol Suhane Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dur Ke Dhol Suhane Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دور کے ڈھول سہانے ہیں

امجد حسین حافظ کرناٹکی

دور کے ڈھول سہانے ہیں

صدیوں کے افسانے ہیں

شمع محبت جل کے سمجھ

ہم تیرے پروانے ہیں

دل میں اتر کر دیکھو ذرا

چاہت کے تہہ خانے ہیں

مانگ رہے ہیں تجھ سے وفا

ہم بھی کیا دیوانے ہیں

یاروں کی بد نیت سے

شرمندہ یارانے ہیں

حافظؔ اب ٹکڑے ٹکڑے

ذہن کے تانے بانے ہیں

امجد حسین حافظ کرناٹکی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dur Ke Dhol Suhane Hain

Amjad Husain Hafiz Karnataki

dur ke Dhol suhane hain
sadiyon ke afsane hain

sham-e-mohabbat jal ke samajh
hum tere parwane hain

dil mein utar kar dekho zara
chahat ke tah-KHane hain

mang rahe hain tujh se wafa
hum bhi kya diwane hain

yaron ki bad niyyat se
sharminda yarane hain

'hafiz' ab TukDe TukDe
zehn ke tane-bane hain

(743) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dur Ke Dhol Suhane Hain written by Amjad Husain Hafiz Karnataki at UrduPoint. Dur Ke Dhol Suhane Hain is one of the masterpieces written by Amjad Husain Hafiz Karnataki. You can also find the complete poetry collection of Amjad Husain Hafiz Karnataki by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Amjad Husain Hafiz Karnataki' above.

Dur Ke Dhol Suhane Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dur Ke Dhol Suhane Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.