Ghazal Kya Hai, Urdu Nazam By Amjad Husain Hafiz Karnataki

Ghazal Kya Hai is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Amjad Husain Hafiz Karnataki. Ghazal Kya Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Ghazal Kya Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غزل کیا ہے

امجد حسین حافظ کرناٹکی

ہے غزل میں زندگی سے گفتگو

کہتے ہیں اردو کی ہے یہ آبرو

ہاں غزل میں عاشقی کا عکس ہے

میکدے کی روشنی کا عکس ہے

شعر اس کے یاد رکھے جاتے ہیں

بچو یہ ہر اک کے دل کو بھاتے ہیں

میرؔ و غالبؔ کی غزل مشہور ہے

اس میں عشق و فلسفہ کا نور ہے

ہے غزل ہندی میں ایرانی میں ہے

اک نشہ سا اس کے شعروں ہی میں ہے

شعر غزلوں کا ہر اک آزاد ہے

حسن اور حکمت سے جو آباد ہے

نظم پر بچو غزل بھاری ہوئی

اس کی شہرت بڑھ رہی ہے آج بھی

بن کے کیوں بچوں کا شاعر ہی رہوں

اب غزل حافظؔ کوئی اچھی کہوں

امجد حسین حافظ کرناٹکی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghazal Kya Hai

Amjad Husain Hafiz Karnataki

hai ghazal mein zindagi se guftugu
kahte hain urdu ki hai ye aabru
han ghazal mein aashiqi ka aks hai
mai-kade ki raushni ka aks hai
sher is ke yaad rakkhe jate hain
bachcho ye har ek ke dil ko bhate hain
'mir'-o-'ghaalib' ki ghazal mashhur hai
is mein ishq-o-falsafa ka nur hai
hai ghazal hindi mein irani mein hai
ek nasha sa is ke sheron hi mein hai
sher ghazlon ka har ek aazad hai
husn aur hikmat se jo aabaad hai
nazm par bachcho ghazal bhaari hui
is ki shohrat baDh rahi hai aaj bhi
ban ke kyon bachchon ka shair hi rahun
ab ghazal 'hafiz' koi achchhi kahun

(908) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghazal Kya Hai written by Amjad Husain Hafiz Karnataki at UrduPoint. Ghazal Kya Hai is one of the masterpieces written by Amjad Husain Hafiz Karnataki. You can also find the complete poetry collection of Amjad Husain Hafiz Karnataki by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Amjad Husain Hafiz Karnataki' above.

Ghazal Kya Hai is a widely read Urdu Nazam. If you like Ghazal Kya Hai, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.