Ye Raaz Koi Jaanne Wala Bhi Nahin Hai, Urdu Ghazal By Amjad Husain Hafiz Karnataki

Ye Raaz Koi Jaanne Wala Bhi Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Amjad Husain Hafiz Karnataki. Ye Raaz Koi Jaanne Wala Bhi Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Raaz Koi Jaanne Wala Bhi Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ راز کوئی جاننے والا بھی نہیں ہے

امجد حسین حافظ کرناٹکی

یہ راز کوئی جاننے والا بھی نہیں ہے

سورج کی وراثت میں اجالا بھی نہیں ہے

سو رستے کمانے کے نظر آتے ہیں لیکن

کھانے کے لیے ایک نوالہ بھی نہیں ہے

لب نام ترا لینے سے کترانے لگے ہیں

حالانکہ تجھے دل سے نکالا بھی نہیں ہے

کیوں سرخ ہوا ہے یہ فلک آج سر شام

میں نے تو لہو اپنا اچھالا بھی نہیں ہے

وہ لفظ ہوں میں جو نہ ادا ہو سکا حافظؔ

وہ بات ہوں میں جس کا حوالہ بھی نہیں ہے

امجد حسین حافظ کرناٹکی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Raaz Koi Jaanne Wala Bhi Nahin Hai

Amjad Husain Hafiz Karnataki

ye raaz koi jaanne wala bhi nahin hai
suraj ki wirasat mein ujala bhi nahin hai

sau raste kamane ke nazar aate hain lekin
khane ke liye ek niwala bhi nahin hai

lab nam tera lene se katrane lage hain
haalanki tujhe dil se nikala bhi nahin hai

kyon surKH hua hai ye falak aaj sar-e-sham
main ne to lahu apna uchhaala bhi nahin hai

wo lafz hun main jo na ada ho saka 'hafiz'
wo baat hun main jis ka hawala bhi nahin hai

(696) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Raaz Koi Jaanne Wala Bhi Nahin Hai written by Amjad Husain Hafiz Karnataki at UrduPoint. Ye Raaz Koi Jaanne Wala Bhi Nahin Hai is one of the masterpieces written by Amjad Husain Hafiz Karnataki. You can also find the complete poetry collection of Amjad Husain Hafiz Karnataki by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Amjad Husain Hafiz Karnataki' above.

Ye Raaz Koi Jaanne Wala Bhi Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Raaz Koi Jaanne Wala Bhi Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.