Kaun Kahta Hai Zamane Ke Liye Zinda Hun, Urdu Ghazal By Ana Dehlvi

Kaun Kahta Hai Zamane Ke Liye Zinda Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ana Dehlvi. Kaun Kahta Hai Zamane Ke Liye Zinda Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kaun Kahta Hai Zamane Ke Liye Zinda Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کون کہتا ہے زمانے کے لئے زندہ ہوں

انا دہلوی

کون کہتا ہے زمانے کے لئے زندہ ہوں

میں تو بس آپ کو پانے کے لئے زندہ ہوں

آپ فرمائیں ستم شوق سے پھر بھی میں تو

آپ کے ناز اٹھانے کے لئے زندہ ہوں

کون اس دور میں ہوتا ہے کسی کا ساتھی

زندگی تجھ کو نبھانے کے لئے زندہ ہوں

جو ترے پیار کا صدیوں سے ہے واجب مجھ پر

ہاں وہی قرض چکانے کے لئے زندہ ہوں

حاکم وقت نے جو آگ لگائی ہے یہاں

میں وہی آگ بجھانے کے لئے زندہ ہوں

جو ترقی پہ نئے لوگوں کی جلتے ہیں اناؔ

میں انہیں ہوش میں لانے کے لئے زندہ ہوں

انا دہلوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaun Kahta Hai Zamane Ke Liye Zinda Hun

Ana Dehlvi

kaun kahta hai zamane ke liye zinda hun
main to bas aap ko pane ke liye zinda hun

aap farmaen sitam shauq se phir bhi main to
aap ke naz uThane ke liye zinda hun

kaun is daur mein hota hai kisi ka sathi
zindagi tujh ko nibhane ke liye zinda hun

jo tere pyar ka sadiyon se hai wajib mujh par
han wahi qarz chukane ke liye zinda hun

hakim-e-waqt ne jo aag lagai hai yahan
main wahi aag bujhane ke liye zinda hun

jo taraqqi pe nae logon ki jalte hain 'ana'
main unhen hosh mein lane ke liye zinda hun

(1179) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kaun Kahta Hai Zamane Ke Liye Zinda Hun written by Ana Dehlvi at UrduPoint. Kaun Kahta Hai Zamane Ke Liye Zinda Hun is one of the masterpieces written by Ana Dehlvi. You can also find the complete poetry collection of Ana Dehlvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ana Dehlvi' above.

Kaun Kahta Hai Zamane Ke Liye Zinda Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kaun Kahta Hai Zamane Ke Liye Zinda Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.