Hamesha Kisi Imtihan Mein Raha, Urdu Ghazal By Anees Ashfaq

Hamesha Kisi Imtihan Mein Raha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anees Ashfaq. Hamesha Kisi Imtihan Mein Raha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hamesha Kisi Imtihan Mein Raha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہمیشہ کسی امتحاں میں رہا

انیس اشفاق

ہمیشہ کسی امتحاں میں رہا

رہا بھی تو کیا اس جہاں میں رہا

نہ میں دور تک ساتھ اس کے گیا

نہ وہ دیر تک ہمرہاں میں رہا

وہ دریا پہ مجھ کو بلاتا رہا

مگر میں صف تشنگاں میں رہا

میں بجھنے لگا تو بہت دیر تک

اجالا چراغ زیاں میں رہا

قفس یاد آیا پرندے کو پھر

بہت روز تک آشیاں میں رہا

رہی دیر تک موت سے گفتگو

میں جب حلقۂ رفتگاں میں رہا

نہ گل کوئی دل کے شجر پر کھلا

نہ کوئی ثمر شاخ جاں میں رہا

یہ خانہ ہمیشہ سے ویران ہے

کہاں کوئی دل کے مکاں میں رہا

انیس اشفاق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hamesha Kisi Imtihan Mein Raha

Anees Ashfaq

hamesha kisi imtihan mein raha
raha bhi to kya is jahan mein raha

na main dur tak sath us ke gaya
na wo der tak ham-rahan mein raha

wo dariya pe mujh ko bulata raha
magar main saf-e-tishnagan mein raha

main bujhne laga to bahut der tak
ujala charag-e-ziyan mein raha

qafas yaad aaya parinde ko phir
bahut roz tak aashiyan mein raha

rahi der tak maut se guftugu
main jab halqa-e-raftagan mein raha

na gul koi dil ke shajar par khila
na koi samar shaKH-e-jaan mein raha

ye KHana hamesha se viran hai
kahan koi dil ke makan mein raha

(1267) ووٹ وصول ہوئے

You can read Hamesha Kisi Imtihan Mein Raha written by Anees Ashfaq at UrduPoint. Hamesha Kisi Imtihan Mein Raha is one of the masterpieces written by Anees Ashfaq. You can also find the complete poetry collection of Anees Ashfaq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anees Ashfaq' above.

Hamesha Kisi Imtihan Mein Raha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hamesha Kisi Imtihan Mein Raha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.