Musalman Ghaur Kar Kyun Aaj Teri, Urdu Ghazal By Anisa Haroon Sharwaniya

Musalman Ghaur Kar Kyun Aaj Teri is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anisa Haroon Sharwaniya. Musalman Ghaur Kar Kyun Aaj Teri comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Musalman Ghaur Kar Kyun Aaj Teri on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مسلماں غور کر کیوں آج تیری (ردیف .. ے)

انیسہ ہارون شروانیہ

مسلماں غور کر کیوں آج تیری

وہ پہلی آبرو باقی نہیں ہے

مصائب غیر کے پیش نظر ہیں

رگوں میں وہ لہو باقی نہیں ہے

غضب ہے بھائی کا دشمن ہے بھائی

اخوت کی وہ خو باقی نہیں ہے

مصائب غیر کے پیش نظر ہیں

خود اپنی جستجو باقی نہیں ہے

کیا پیرہن دیں اس طرح چاک

کہ اب جائے رفو باقی نہیں ہے

عنادل کیوں نہ ہوں دلگیر و خاموش

گلوں میں رنگ و بو باقی نہیں ہے

زبانوں پر تو ہے اللہ اللہ

دلوں میں ہائے تو باقی نہیں ہے

انیسہ ہارون شروانیہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Musalman Ghaur Kar Kyun Aaj Teri

Anisa Haroon Sharwaniya

musalman ghaur kar kyun aaj teri
wo pahli aabru baqi nahin hai

masaib ghair ke pesh-e-nazar hain
ragon mein wo lahu baqi nahin hai

ghazab hai bhai ka dushman hai bhai
uKHuwwat ki wo KHu baqi nahin hai

masaib ghair kai pesh-e-nazar hain
KHud apni justuju baqi nahin hai

kiya pairahan-e-din is tarah chaak
ki ab ja-e-rafu baqi nahin hai

anadil kyun na hun dil-gir-o-KHamosh
gulon mein rang-o-bu baqi nahin hai

zabanon par to hai allah allah
dilon mein hae tu baqi nahin hai

(559) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Musalman Ghaur Kar Kyun Aaj Teri written by Anisa Haroon Sharwaniya at UrduPoint. Musalman Ghaur Kar Kyun Aaj Teri is one of the masterpieces written by Anisa Haroon Sharwaniya. You can also find the complete poetry collection of Anisa Haroon Sharwaniya by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anisa Haroon Sharwaniya' above.

Musalman Ghaur Kar Kyun Aaj Teri is a widely read Urdu Ghazal. If you like Musalman Ghaur Kar Kyun Aaj Teri, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.