Jo Zauq-e-nazar Ho To Turki Mein Aa Kar, Urdu Ghazal By Anisa Haroon Sharwaniya

Jo Zauq-e-nazar Ho To Turki Mein Aa Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anisa Haroon Sharwaniya. Jo Zauq-e-nazar Ho To Turki Mein Aa Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jo Zauq-e-nazar Ho To Turki Mein Aa Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو ذوق نظر ہو تو ترکی میں آ کر (ردیف .. و)

انیسہ ہارون شروانیہ

جو ذوق نظر ہو تو ترکی میں آ کر

حیات عظیمہ کے آثار دیکھو

لگا کر نئی چشمک زنی ہم سروں سے

لقب جس کا تھا مرد بیمار دیکھو

مٹانے پہ جس کے تلا تھا زمانہ

ابھرتا ہے وہ ترک تاتار دیکھو

بہ اظہار جرأت یہ زور صداقت

ہوئے کس طرح زیر اغیار دیکھو

بہ صد شان جاتا ہے انطاکیہ کو

اتاترک کا خال جرار دیکھو

جو سوئے ہوئے تھے جو کھوئے ہوئے تھے

کیا ان کو یک لخت بیدار دیکھو

سنبھلتی ہیں گر کر چمکتی ہیں مٹ کر

یہ ہیں زندہ قوموں کے اطوار دیکھو

انیسہ ہارون شروانیہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Zauq-e-nazar Ho To Turki Mein Aa Kar

Anisa Haroon Sharwaniya

jo zauq-e-nazar ho to turki mein aa kar
hayat-e-azima ke aasar dekho

laga kar nai chashmak-zani ham-saron se
laqab jis ka tha mard-e-bimar dekho

miTane pe jis ke tula tha zamana
ubharta hai wo turk-e-tatar dekho

ba-izhaar-e-jurat ye zor-e-sadaqat
hue kis tarah zer aghyar dekho

ba-sad shan jata hai antakya ko
ataturk ka KHal-e-jarrar dekho

jo soe hue the jo khoe hue the
kiya un ko yak-laKHt bedar dekho

sambhalti hain gir kar chamakti hain miT kar
ye hain zinda qaumon ke atwar dekho

(520) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Zauq-e-nazar Ho To Turki Mein Aa Kar written by Anisa Haroon Sharwaniya at UrduPoint. Jo Zauq-e-nazar Ho To Turki Mein Aa Kar is one of the masterpieces written by Anisa Haroon Sharwaniya. You can also find the complete poetry collection of Anisa Haroon Sharwaniya by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anisa Haroon Sharwaniya' above.

Jo Zauq-e-nazar Ho To Turki Mein Aa Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Zauq-e-nazar Ho To Turki Mein Aa Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.