Jaane Kis Ki AahaT Ka Intizar Karta Hai, Urdu Ghazal By Anjum Ludhianvi

Jaane Kis Ki AahaT Ka Intizar Karta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anjum Ludhianvi. Jaane Kis Ki AahaT Ka Intizar Karta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jaane Kis Ki AahaT Ka Intizar Karta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جانے کس کی آہٹ کا انتظار کرتا ہے

انجم لدھیانوی

جانے کس کی آہٹ کا انتظار کرتا ہے

ٹوٹ تو چکا ہے وہ دیکھو کب بکھرتا ہے

زخم چاہے جیسا ہو ایک دن تو بھرتا ہے

آپ سوئے ہوتے ہیں وقت کام کرتا ہے

روز چھپ کے تکتا ہے پیاسی پیاسی نظروں سے

اس کے گھر کے آگے سے دریا جب گزرتا ہے

دل کا کیا کروں یارو مانتا نہیں میری

اپنے دل کی سنتا ہے اپنے من کی کرتا ہے

دل بجھا بجھا ہو تو کیا برا ہے رونے میں

بارشوں کے بعد انجم آسماں نکھرتا ہے

انجم لدھیانوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jaane Kis Ki AahaT Ka Intizar Karta Hai

Anjum Ludhianvi

jaane kis ki aahaT ka intizar karta hai
TuT to chuka hai wo dekho kab bikharta hai

zaKHm chahe jaisa ho ek din to bharta hai
aap soe hote hain waqt kaam karta hai

roz chhup ke takta hai pyasi pyasi nazron se
us ke ghar ke aage se dariya jab guzarta hai

dil ka kya karun yaro manta nahin meri
apne dil ki sunta hai apne man ki karta hai

dil bujha bujha ho to kya bura hai rone mein
barishon ke baad anjum aasman nikharta hai

(765) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jaane Kis Ki AahaT Ka Intizar Karta Hai written by Anjum Ludhianvi at UrduPoint. Jaane Kis Ki AahaT Ka Intizar Karta Hai is one of the masterpieces written by Anjum Ludhianvi. You can also find the complete poetry collection of Anjum Ludhianvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anjum Ludhianvi' above.

Jaane Kis Ki AahaT Ka Intizar Karta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jaane Kis Ki AahaT Ka Intizar Karta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.