Ye Daur Mohabbat Ka Lahu ChaT Raha Hai, Urdu Ghazal By Anwar Kaifi

Ye Daur Mohabbat Ka Lahu ChaT Raha Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Kaifi. Ye Daur Mohabbat Ka Lahu ChaT Raha Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Daur Mohabbat Ka Lahu ChaT Raha Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ دور محبت کا لہو چاٹ رہا ہے

انور کیفی

یہ دور محبت کا لہو چاٹ رہا ہے

انسان کا انسان گلا کاٹ رہا ہے

دیکھو نہ ہمیں آج حقارت کہ نظر سے

یارو کبھی اپنا بھی بڑا ٹھاٹ رہا ہے

پہلے بھی میسر نہ تھا مزدور کو چھپر

اب نام پہ دیوار کے اک ٹاٹ رہا ہے

دیکھا ہے جسے آپ نے نفرت کی نظر سے

نفرت کی خلیجوں کو وہی پاٹ رہا ہے

حیران ہوں کیا ہو گیا اس شخص کو انورؔ

جس ڈال پہ بیٹھا ہے اسے کاٹ رہا ہے

انور کیفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Daur Mohabbat Ka Lahu ChaT Raha Hai

Anwar Kaifi

ye daur mohabbat ka lahu chaT raha hai
insan ka insan gala kaT raha hai

dekho na hamein aaj hiqarat ki nazar se
yaro kabhi apna bhi baDa ThaT raha hai

pahle bhi mayassar na tha mazdur ko chhappar
ab nam pe diwar ke ek TaT raha hai

dekha hai jise aap ne nafrat ki nazar se
nafrat ki KHalijon ko wahi paT raha hai

hairan hun kya ho gaya us shaKHs ko 'anwar'
jis Dal pe baiTha hai use kaT raha hai

(704) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Daur Mohabbat Ka Lahu ChaT Raha Hai written by Anwar Kaifi at UrduPoint. Ye Daur Mohabbat Ka Lahu ChaT Raha Hai is one of the masterpieces written by Anwar Kaifi. You can also find the complete poetry collection of Anwar Kaifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Kaifi' above.

Ye Daur Mohabbat Ka Lahu ChaT Raha Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Daur Mohabbat Ka Lahu ChaT Raha Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.