Wada-e-sham-e-farda Pe Ai Dil Mujhe Gar Yaqin Hi Na Aae To Main Kya Karun, Urdu Ghazal By Anwar Mirzapuri

Wada-e-sham-e-farda Pe Ai Dil Mujhe Gar Yaqin Hi Na Aae To Main Kya Karun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Mirzapuri. Wada-e-sham-e-farda Pe Ai Dil Mujhe Gar Yaqin Hi Na Aae To Main Kya Karun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wada-e-sham-e-farda Pe Ai Dil Mujhe Gar Yaqin Hi Na Aae To Main Kya Karun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وعدۂ شام فردا پہ اے دل مجھے گر یقیں ہی نہ آئے تو میں کیا کروں

انور مرزاپوری

وعدۂ شام فردا پہ اے دل مجھے گر یقیں ہی نہ آئے تو میں کیا کروں

ان کی جھوٹی تسلی کے طوفان میں نبض دل ڈوب جائے تو میں کیا کروں

میں نے مانگی تھی یہ مسجدوں میں دعا میں جسے چاہتا ہوں وہ مجھ کو ملے

جو مرا فرض تھا میں نے پورا کیا اب خدا بھول جائے تو میں کیا کروں

سارے جھگڑے اگر میرے جینے کے ہیں تو گلا گھونٹ دو میں بھی بے زار ہوں

موت اب تک تو دامن بچاتی رہی تو بھی دامن بچائے تو میں کیا کروں

تو نہ سمجھے گا ہرگز مرے ناصحا میری مے نوشیاں میری بدمستیاں

مجھ پہ تہمت نہ رکھ میں شرابی نہیں وہ نظر سے پلائے تو میں کیا کروں

تم مجھے بے وفائی کے طعنے نہ دو میرے محبوب میں بے وفا تو نہیں

تم بھی مغرور ہو میں بھی خوددار ہوں آنکھ خود ہی بھر آئے تو میں کیا کروں

انور مرزاپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wada-e-sham-e-farda Pe Ai Dil Mujhe Gar Yaqin Hi Na Aae To Main Kya Karun

Anwar Mirzapuri

wada-e-sham-e-farda pe ai dil mujhe gar yaqin hi na aae to main kya karun
un ki jhuTi tasalli ke tufan mein nabz-e-dil Dub jae to main kya karun

main ne mangi thi ye masjidon mein dua main jise chahta hun wo mujh ko mile
jo mera farz tha main ne pura kiya ab KHuda bhul jae to main kya karun

sare jhagDe agar mere jine ke hain to gala ghonT do main bhi be-zar hun
maut ab tak to daman bachati rahi tu bhi daman bachae to main kya karun

tu na samjhega hargiz mere naseha meri mai-noshiyan meri badmastiyan
mujh pe tohmat na rakh main sharabi nahin wo nazar se pilae to main kya karun

tum mujhe bewafai ke tane na do mere mahbub main bewafa to nahin
tum bhi maghrur ho main bhi KHuddar hun aankh KHud hi bhar aae to main kya karun

(747) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Anwar Mirzapuri Poetry

کسی صورت بھی نیند آتی نہیں میں کیسے سو جاؤں

Anwar Mirzapuri - انور مرزاپوری

Kisi Surat Bhi Nind Aati Nahin Main Kaise So Jaun

Anwar Mirzapuri Urdu Poetry

میں تو سمجھا تھا جس وقت مجھ کو وہ ملیں گے تو جنت ملے گی

Anwar Mirzapuri - انور مرزاپوری

Main To Samjha Tha Jis Waqt Mujhko Wo Milenge To Jannat Milegi

Anwar Mirzapuri Urdu Poetry

مرے اشک بھی ہیں اس میں یہ شراب ابل نہ جائے

Anwar Mirzapuri - انور مرزاپوری

Mere Ashk Bhi Hain Ismein Ye Sharab Ubal Na Jae

Anwar Mirzapuri Urdu Poetry

اے کاش ہماری قسمت میں ایسی بھی کوئی شام آ جائے

Anwar Mirzapuri - انور مرزاپوری

Ai Kash Hamari Qismat Mein Aisi Bhi Koi Sham Aa Jae

Anwar Mirzapuri Urdu Poetry

میں خوش ہوں اگر گلشن کے لیے کچھ میرا لہو کام آ جائے

Anwar Mirzapuri - انور مرزاپوری

Main Khush Hun Agar Gulshan Ke Liye Kuchh Mera Lahu Kaam Aa Jae

Anwar Mirzapuri Urdu Poetry

وعدۂ شام فردا پہ اے دل مجھے گر یقیں ہی نہ آئے تو میں کیا کروں

Anwar Mirzapuri - انور مرزاپوری

Wada-e-sham-e-farda Pe Ai Dil Mujhe Gar Yaqin Hi Na Aae To Main Kya Karun

Anwar Mirzapuri Urdu Poetry

میں نظر سے پی رہا ہوں یہ سماں بدل نہ جائے

Anwar Mirzapuri - انور مرزاپوری

Main Nazar Se Pi Raha Hun Ye Saman Badal Na Jae

Anwar Mirzapuri Urdu Poetry

رخ سے پردہ اٹھا دے ذرا ساقیا بس ابھی رنگ محفل بدل جائے گا

Anwar Mirzapuri - انور مرزاپوری

Rukh Se Parda Utha De Zara Saqiya Bas Abhi Rang-e-mahfil Badal Jaega

Anwar Mirzapuri Urdu Poetry

You can read Wada-e-sham-e-farda Pe Ai Dil Mujhe Gar Yaqin Hi Na Aae To Main Kya Karun written by Anwar Mirzapuri at UrduPoint. Wada-e-sham-e-farda Pe Ai Dil Mujhe Gar Yaqin Hi Na Aae To Main Kya Karun is one of the masterpieces written by Anwar Mirzapuri. You can also find the complete poetry collection of Anwar Mirzapuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Mirzapuri' above.

Wada-e-sham-e-farda Pe Ai Dil Mujhe Gar Yaqin Hi Na Aae To Main Kya Karun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wada-e-sham-e-farda Pe Ai Dil Mujhe Gar Yaqin Hi Na Aae To Main Kya Karun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.