Apne Ghar Se Wo Mere Ghar Aa Gaya, Urdu Ghazal By Anwar Nizami Jabalpuri

Apne Ghar Se Wo Mere Ghar Aa Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Nizami Jabalpuri. Apne Ghar Se Wo Mere Ghar Aa Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apne Ghar Se Wo Mere Ghar Aa Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنے گھر سے وہ مرے گھر آ گیا

انور نظامی جبل پوری

اپنے گھر سے وہ مرے گھر آ گیا

چاند آخر حد کے باہر آ گیا

خط پہنچ سکتا ہے اب امید ہے

اس کا پتھر میری چھت پر آ گیا

وہ خفا تو ہے مگر زیادہ نہیں

دے کے خط زندہ کبوتر آ گیا

رات مجھ کو خواب پر حیرت ہوئی

ہاتھ پھیلائے سمندر آ گیا

تو بھی قاصد آج کل پاگل ہے کچھ

کس کا خط تھا کس کو دے کر آ گیا

جاگتے گزری نہ ہو اس کی بھی رات

میں خدا حافظ تو کہہ کر آ گیا

بند مٹھی اپنی انورؔ کھل گئی

سامنے جب بھی سکندر آ گیا

انور نظامی جبل پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apne Ghar Se Wo Mere Ghar Aa Gaya

Anwar Nizami Jabalpuri

apne ghar se wo mere ghar aa gaya
chand aaKHir had ke bahar aa gaya

KHat pahunch sakta hai ab ummid hai
us ka patthar meri chhat par aa gaya

wo KHafa to hai magar zyaada nahin
de ke KHat zinda kabutar aa gaya

raat mujh ko KHwab par hairat hui
hath phailae samundar aa gaya

tu bhi qasid aaj-kal pagal hai kuchh
kis ka KHat tha kis ko de kar aa gaya

jagte guzri na ho us ki bhi raat
main KHuda-hafiz to kah kar aa gaya

band muTThi apni 'anwar' khul gai
samne jab bhi sikandar aa gaya

(318) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apne Ghar Se Wo Mere Ghar Aa Gaya written by Anwar Nizami Jabalpuri at UrduPoint. Apne Ghar Se Wo Mere Ghar Aa Gaya is one of the masterpieces written by Anwar Nizami Jabalpuri. You can also find the complete poetry collection of Anwar Nizami Jabalpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Nizami Jabalpuri' above.

Apne Ghar Se Wo Mere Ghar Aa Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apne Ghar Se Wo Mere Ghar Aa Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.