Ek KHudi Be-KHudi Ke Andar Hai, Urdu Ghazal By Anwar Sadiqui

Ek KHudi Be-KHudi Ke Andar Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Sadiqui. Ek KHudi Be-KHudi Ke Andar Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek KHudi Be-KHudi Ke Andar Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اک خودی بے خودی کے اندر ہے

انور صادقی

اک خودی بے خودی کے اندر ہے

راز خود راز ہی کے اندر ہے

اک قیامت کوئی قیامت سی

زیر لب خامشی کے اندر ہے

ایک اک قطرہ گریۂ شبنم

پھول جیسی ہنسی کے اندر ہے

ہنس پڑے ہم تو رو پڑیں آنکھیں

غم بھی شاید خوشی کے اندر ہے

دن ڈھلے گا تو رات آئے گی

تیرگی روشنی کے اندر ہے

حسن آرائیاں بجا لیکن

دل کشی سادگی کے اندر ہے

نعرۂ انقلاب اے انورؔ

آج بھی شاعری کے اندر ہے

انور صادقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek KHudi Be-KHudi Ke Andar Hai

Anwar Sadiqui

ek KHudi be-KHudi ke andar hai
raaz KHud raaz hi ke andar hai

ek qayamat koi qayamat si
zer-e-lab KHamushi ke andar hai

ek ek qatra girya-e-shabnam
phul jaisi hansi ke andar hai

hans paDe hum to ro paDin aankhen
gham bhi shayad KHushi ke andar hai

din Dhalega to raat aaegi
tirgi raushni ke andar hai

husn-araiyan baja lekin
dilkashi sadgi ke andar hai

nara-e-inqalab ai 'anwar'
aaj bhi shairi ke andar hai

(505) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek KHudi Be-KHudi Ke Andar Hai written by Anwar Sadiqui at UrduPoint. Ek KHudi Be-KHudi Ke Andar Hai is one of the masterpieces written by Anwar Sadiqui. You can also find the complete poetry collection of Anwar Sadiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Sadiqui' above.

Ek KHudi Be-KHudi Ke Andar Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek KHudi Be-KHudi Ke Andar Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.