Kabhi Bichai Ghazal To Kabhi Lihaf Kiya, Urdu Ghazal By Anwar Shamim

Kabhi Bichai Ghazal To Kabhi Lihaf Kiya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Shamim. Kabhi Bichai Ghazal To Kabhi Lihaf Kiya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kabhi Bichai Ghazal To Kabhi Lihaf Kiya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کبھی بچھائی غزل تو کبھی لحاف کیا

انور شمیم

کبھی بچھائی غزل تو کبھی لحاف کیا

فقیر نے اسی خوشیوں کو بس غلاف کیا

مصافحے بھی ہوئے اور معانقے بھی رہے

پس خلوص تھا کیا کس نے انکشاف کیا

پسند آیا تو خوش ہو کے ہاتھ کاٹ لئے

ہنر کا یوں بھی زمانے نے اعتراف کیا

نظر بچا کے گزرنا ترا کمال نہیں

یہ کار نیک تو سب نے مرے خلاف کیا

دکھائی دیتا مرا سر بھی جاں نثاروں میں

کبھی کسی نے نہیں آئینے کو صاف کیا

انور شمیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kabhi Bichai Ghazal To Kabhi Lihaf Kiya

Anwar Shamim

kabhi bichai ghazal to kabhi lihaf kiya
faqir ne isi KHushiyon ko bas ghilaf kiya

musafahe bhi hue aur muanqe bhi rahe
pas-e-KHulus tha kya kis ne inkishaf kiya

pasand aaya to KHush ho ke hath kaT liye
hunar ka yun bhi zamane ne e'tiraf kiya

nazar bacha ke guzarna tera kamal nahin
ye kar-e-nek to sab ne mere KHilaf kiya

dikhai deta mera sar bhi jaan-nisaron mein
kabhi kisi ne nahin aaine ko saf kiya

(693) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kabhi Bichai Ghazal To Kabhi Lihaf Kiya written by Anwar Shamim at UrduPoint. Kabhi Bichai Ghazal To Kabhi Lihaf Kiya is one of the masterpieces written by Anwar Shamim. You can also find the complete poetry collection of Anwar Shamim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Shamim' above.

Kabhi Bichai Ghazal To Kabhi Lihaf Kiya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kabhi Bichai Ghazal To Kabhi Lihaf Kiya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.