Wo Chand Abr Se Jis Waqt Be-naqab Hua, Urdu Ghazal By Anwari Begum

Wo Chand Abr Se Jis Waqt Be-naqab Hua is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwari Begum. Wo Chand Abr Se Jis Waqt Be-naqab Hua comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Chand Abr Se Jis Waqt Be-naqab Hua on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ چاند ابر سے جس وقت بے نقاب ہوا

انوری بیگم

وہ چاند ابر سے جس وقت بے نقاب ہوا

عجب شباب کے عالم میں انقلاب ہوا

جنوں کے حصے میں صحرا نوردیاں آئیں

تمام عمر کہاں عشق باریاب ہوا

چمن میں نغمہ سرا کیوں کوئی نہیں ملتا

ہوا تو کون سے موسم کا ہے عتاب ہوا

مری زباں پہ تو حرف گلہ نہیں آیا

وہ آپ اپنے عمل سے ہی آب آب ہوا

سمجھ سکی نہ اسے انوریؔ ابھی تک میں

عجیب میری نگاہوں کا انتخاب ہوا

انوری بیگم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Chand Abr Se Jis Waqt Be-naqab Hua

Anwari Begum

wo chand abr se jis waqt be-naqab hua
ajab shabab ke aalam mein inqalab hua

junun ke hisse mein sahra-nawardiyan aain
tamam umr kahan ishq baryab hua

chaman mein naghma-sara kyon koi nahin milta
hua to kaun se mausam ka hai itab hua

meri zaban pe to harf-e-gila nahin aaya
wo aap apne amal se hi aab aab hua

samajh saki na use 'anwari' abhi tak main
ajib meri nigahon ka intiKHab hua

(601) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Chand Abr Se Jis Waqt Be-naqab Hua written by Anwari Begum at UrduPoint. Wo Chand Abr Se Jis Waqt Be-naqab Hua is one of the masterpieces written by Anwari Begum. You can also find the complete poetry collection of Anwari Begum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwari Begum' above.

Wo Chand Abr Se Jis Waqt Be-naqab Hua is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Chand Abr Se Jis Waqt Be-naqab Hua, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.