Kitne Sawal Sab Ki Nigahon Mein Rakh Diye, Urdu Ghazal By Aqeel Danish

Kitne Sawal Sab Ki Nigahon Mein Rakh Diye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aqeel Danish. Kitne Sawal Sab Ki Nigahon Mein Rakh Diye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kitne Sawal Sab Ki Nigahon Mein Rakh Diye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کتنے سوال سب کی نگاہوں میں رکھ دیئے

عقیل دانش

کتنے سوال سب کی نگاہوں میں رکھ دیئے

گھر کے سبھی چراغ ہواؤں میں رکھ دیئے

یہ انقلاب گردش دوراں تو دیکھیے

اجسام کیسے کیسی قباؤں میں رکھ دیئے

محفل میں شعر ہی نہیں کچھ روشنی بہ دوش

انوار ہم نے دل کی فضاؤں میں رکھ دیئے

ہر شخص چاہتا ہے کہ ہوں اس پہ آشکار

اسرار تو نے کیسے گناہوں میں رکھ دیئے

فطرت کا یہ ستم بھی ہے دانشؔ عجیب چیز

سر کیسے کیسے کیسی کلاہوں میں رکھ دیئے

عقیل دانش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kitne Sawal Sab Ki Nigahon Mein Rakh Diye

Aqeel Danish

kitne sawal sab ki nigahon mein rakh diye
ghar ke sabhi charagh hawaon mein rakh diye

ye inqalab-e-gardish-e-dauran to dekhiye
ajsam kaise kaisi qabaon mein rakh diye

mahfil mein sher hi nahin kuchh raushni ba-dosh
anwar hum ne dil ki fazaon mein rakh diye

har shaKHs chahta hai ki hon us pe aashkar
asrar tu ne kaise gunahon mein rakh diye

fitrat ka ye sitam bhi hai 'danish' ajib chiz
sar kaise kaise kaisi kulahon mein rakh diye

(878) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kitne Sawal Sab Ki Nigahon Mein Rakh Diye written by Aqeel Danish at UrduPoint. Kitne Sawal Sab Ki Nigahon Mein Rakh Diye is one of the masterpieces written by Aqeel Danish. You can also find the complete poetry collection of Aqeel Danish by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aqeel Danish' above.

Kitne Sawal Sab Ki Nigahon Mein Rakh Diye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kitne Sawal Sab Ki Nigahon Mein Rakh Diye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.