Phaili Hai Dhup Jazba-e-isfar Dekh Kar, Urdu Ghazal By Aqeel Jamid

Phaili Hai Dhup Jazba-e-isfar Dekh Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aqeel Jamid. Phaili Hai Dhup Jazba-e-isfar Dekh Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Phaili Hai Dhup Jazba-e-isfar Dekh Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پھیلی ہے دھوپ جذبۂ اسفار دیکھ کر

عقیل جامد

پھیلی ہے دھوپ جذبۂ اسفار دیکھ کر

ہرگز ٹھہر نہ سایۂ اشجار دیکھ کر

چل آ وہیں چلیں کہ جہاں شور و شر نہ ہو

تنگ آ گیا ہوں گرمئ بازار دیکھ کر

افواہ وہ اڑی تھی کہ میں کل بہت ہنسا

روتا ہوں آج صبح کا اخبار دیکھ کر

ایسا نہ ہو کہ قوم کا بیڑا ہی غرق ہو

تقریر جھاڑ قوم کے معمار دیکھ کر

جامدؔ مرا وجود ہے ملبہ بنا ہوا

اک خوف سر اٹھاتا ہے دیوار دیکھ کر

عقیل جامد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Phaili Hai Dhup Jazba-e-isfar Dekh Kar

Aqeel Jamid

phaili hai dhup jazba-e-isfar dekh kar
hargiz Thahar na saya-e-ashjar dekh kar

chal aa wahin chalen ki jahan shor-o-shar na ho
tang aa gaya hun garmi-e-bazar dekh kar

afwah wo uDi thi ki main kal bahut hansa
rota hun aaj subh ka aKHbar dekh kar

aisa na ho ki qaum ka beDa hi gharq ho
taqrir jhaD qaum ke meamar dekh kar

'jamid' mera wajud hai malba bana hua
ek KHauf sar uThata hai diwar dekh kar

(797) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Phaili Hai Dhup Jazba-e-isfar Dekh Kar written by Aqeel Jamid at UrduPoint. Phaili Hai Dhup Jazba-e-isfar Dekh Kar is one of the masterpieces written by Aqeel Jamid. You can also find the complete poetry collection of Aqeel Jamid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aqeel Jamid' above.

Phaili Hai Dhup Jazba-e-isfar Dekh Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Phaili Hai Dhup Jazba-e-isfar Dekh Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.