Mai-kasho Jaan Ke Lale Nazar Aate Hain Mujhe, Urdu Ghazal By Aqeel Shadab

Mai-kasho Jaan Ke Lale Nazar Aate Hain Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aqeel Shadab. Mai-kasho Jaan Ke Lale Nazar Aate Hain Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mai-kasho Jaan Ke Lale Nazar Aate Hain Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مے کشو جان کے لالے نظر آتے ہیں مجھے

عقیل شاداب

مے کشو جان کے لالے نظر آتے ہیں مجھے

خالی خالی سے پیالے نظر آتے ہیں مجھے

ذہن انساں نے تراشے ہیں جو یزداں کے خلاف

سارے بے جان حوالے نظر آتے ہیں مجھے

وقت رفتار چھلکتے ہوئے یہ روپ کلس

چلتے پھرتے سے شوالے نظر آتے ہیں مجھے

ہے حواسوں پہ شب ہجر کا اس درجہ اثر

صبح کے رنگ بھی کالے نظر آتے ہیں مجھے

تیرے اشعار بھی شاداب بتوں کے مانند

ناز و انداز کے پالے نظر آتے ہیں مجھے

عقیل شاداب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mai-kasho Jaan Ke Lale Nazar Aate Hain Mujhe

Aqeel Shadab

mai-kasho jaan ke lale nazar aate hain mujhe
KHali KHali se piyale nazar aate hain mujhe

zehn insan ne tarashe hain jo yazdan ke KHilaf
sare be-jaan hawale nazar aate hain mujhe

waqt-e-raftar chhalakte hue ye rup-kalas
chalte phirte se shiwale nazar aate hain mujhe

hai hawason pe shab-e-hijr ka is darja asar
subh ke rang bhi kale nazar aate hain mujhe

tere ashaar bhi shadab buton ke manind
naz-o-andaz ke pale nazar aate hain mujhe

(510) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mai-kasho Jaan Ke Lale Nazar Aate Hain Mujhe written by Aqeel Shadab at UrduPoint. Mai-kasho Jaan Ke Lale Nazar Aate Hain Mujhe is one of the masterpieces written by Aqeel Shadab. You can also find the complete poetry collection of Aqeel Shadab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aqeel Shadab' above.

Mai-kasho Jaan Ke Lale Nazar Aate Hain Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mai-kasho Jaan Ke Lale Nazar Aate Hain Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.