Nazar Jhuka Ke Nazar Se Gira Gae Mujhko, Urdu Ghazal By Aqib Jawed

Nazar Jhuka Ke Nazar Se Gira Gae Mujhko is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aqib Jawed. Nazar Jhuka Ke Nazar Se Gira Gae Mujhko comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nazar Jhuka Ke Nazar Se Gira Gae Mujhko on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نظر جھکا کے نظر سے گرا گئے مجھ کو

عاقب جاوید

نظر جھکا کے نظر سے گرا گئے مجھ کو

میں آئنہ تھا حقیقت دکھا گئے مجھ کو

میں بے گناہی کا اپنی ثبوت کیا دیتا

وہ ساری غلطیاں میری گنا گئے مجھ کو

بچھڑتے وقت انگوٹھی کو دے گئے واپس

وہ جاتے جاتے بھی کتنا رلا گئے مجھ کو

ستم کیے ہے مرے ساتھ اس قدر عاقبؔ

میں موم تھا وہ تو پتھر بنا گئے مجھ کو

عاقب جاوید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nazar Jhuka Ke Nazar Se Gira Gae Mujhko

Aqib Jawed

nazar jhuka ke nazar se gira gae mujh ko
main aaina tha haqiqat dikha gae mujh ko

main be-gunahi ka apni subut kya deta
wo sari ghalatiyan meri gina gae mujh ko

bichhaDte waqt anguThi ko de gae wapas
wo jate jate bhi kitna rula gae mujh ko

sitam kiye hai mere sath is qadar 'aqib'
main mom tha wo to patthar bana gae mujh ko

(837) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nazar Jhuka Ke Nazar Se Gira Gae Mujhko written by Aqib Jawed at UrduPoint. Nazar Jhuka Ke Nazar Se Gira Gae Mujhko is one of the masterpieces written by Aqib Jawed. You can also find the complete poetry collection of Aqib Jawed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aqib Jawed' above.

Nazar Jhuka Ke Nazar Se Gira Gae Mujhko is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nazar Jhuka Ke Nazar Se Gira Gae Mujhko, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.