Mujhko Is Taur Tujhko Pana Hai, Urdu Ghazal By Aqib Jawed

Mujhko Is Taur Tujhko Pana Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aqib Jawed. Mujhko Is Taur Tujhko Pana Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mujhko Is Taur Tujhko Pana Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھ کو اس طور تجھ کو پانا ہے

عاقب جاوید

مجھ کو اس طور تجھ کو پانا ہے

جیسے تو حسن کا خزانہ ہے

پہلے ضد تھی کے چھونا ہے اس کو

اب یہ ضد ہے کہ اس کو پانا ہے

اس کے ہونٹھوں کو پڑھ رہا ہوں میں

جس کے ہونٹوں تلک ہی جانا ہے

آ گیا ہوں میں تیرے ہونٹوں تک

تجھ کو باہوں تلک ہی آنا ہے

تیری گردن کے پیچھے تل ہے جو

اس کو ہونٹوں سے بس لگانا ہے

اس کی شادی ہے غیر سے عاقبؔ

اس کو گھر سے اٹھا کے لانا ہے

عاقب جاوید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujhko Is Taur Tujhko Pana Hai

Aqib Jawed

mujh ko is taur tujh ko pana hai
jaise tu husn ka KHazana hai

pahle zid thi ke chhuna hai us ko
ab ye zid hai ki us ko pana hai

us ke honThon ko paDh raha hun main
jis ke honTon talak hi jaana hai

aa gaya hun main tere honTon tak
tujh ko bahon talak hi aana hai

teri gardan ke pichhe til hai jo
us ko honTon se bas lagana hai

us ki shadi hai ghair se 'aqib'
us ko ghar se uTha ke lana hai

(701) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujhko Is Taur Tujhko Pana Hai written by Aqib Jawed at UrduPoint. Mujhko Is Taur Tujhko Pana Hai is one of the masterpieces written by Aqib Jawed. You can also find the complete poetry collection of Aqib Jawed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aqib Jawed' above.

Mujhko Is Taur Tujhko Pana Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujhko Is Taur Tujhko Pana Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.