Wo Sar-e-baam Kab Nahin Aata, Urdu Ghazal By Arzoo Lakhnavi

Wo Sar-e-baam Kab Nahin Aata is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Arzoo Lakhnavi. Wo Sar-e-baam Kab Nahin Aata comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Wo Sar-e-baam Kab Nahin Aata on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ سر بام کب نہیں آتا

آرزو لکھنوی

وہ سر بام کب نہیں آتا

جب میں ہوتا ہوں تب نہیں آتا

بہر تسکیں وہ کب نہیں آتا

اعتبار آہ اب نہیں آتا

چپ ہے شکوؤں کی ایک بند کتاب

اس سے کہنے کا ڈھب نہیں آتا

ان کے آگے بھی دل کو چین نہیں

بے ادب کو ادب نہیں آتا

زخم سے کم نہیں ہے اس کی ہنسی

جس کو رونا بھی اب نہیں آتا

منہ کو آ جاتا ہے جگر غم سے

اور گلہ تا بہ لب نہیں آتا

بھولی باتوں پہ تیری دل کو یقیں

پہلے آتا تھا اب نہیں آتا

دکھ وہ دیتا ہے اس پہ ہے یہ حال

لینے جاتا ہوں جب نہیں آتا

آرزوؔ بے اثر محبت چھوڑ

کیوں کرے کام جب نہیں آتا

آرزو لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Sar-e-baam Kab Nahin Aata

Arzoo Lakhnavi

wo sar-e-baam kab nahin aata
jab main hota hun tab nahin aata

bahr-e-taskin wo kab nahin aata
e'tibar aah ab nahin aata

chup hai shikwon ki ek band kitab
us se kahne ka Dhab nahin aata

un ke aage bhi dil ko chain nahin
be-adab ko adab nahin aata

zaKHm se kam nahin hai us ki hansi
jis ko rona bhi ab nahin aata

munh ko aa jata hai jigar gham se
aur gila ta-ba-lab nahin aata

bholi baaton pe teri dil ko yaqin
pahle aata tha ab nahin aata

dukh wo deta hai us pe hai ye haal
lene jata hun jab nahin aata

'arzu' be-asar mohabbat chhoD
kyun kare kaam jab nahin aata

(647) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Sar-e-baam Kab Nahin Aata written by Arzoo Lakhnavi at UrduPoint. Wo Sar-e-baam Kab Nahin Aata is one of the masterpieces written by Arzoo Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Arzoo Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Arzoo Lakhnavi' above.

Wo Sar-e-baam Kab Nahin Aata is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Sar-e-baam Kab Nahin Aata, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.