Ek Riwayat Hai Jo Tabdil Nahin Kar Sakta, Urdu Ghazal By Asim Bukhari

Ek Riwayat Hai Jo Tabdil Nahin Kar Sakta is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asim Bukhari. Ek Riwayat Hai Jo Tabdil Nahin Kar Sakta comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Riwayat Hai Jo Tabdil Nahin Kar Sakta on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اک روایت ہے جو تبدیل نہیں کر سکتا

عاصم بخاری

اک روایت ہے جو تبدیل نہیں کر سکتا

میں ترے حکم کی تعمیل نہیں کر سکتا

ریگ مقتل ہے نہ تلوار نہ نیزہ ہے یہاں

تو مرے شوق کی تکمیل نہیں کر سکتا

رات گزری تو یہ عقدہ بھی کھلا ہے مجھ پر

میں تجھے شعر میں تمثیل نہیں کر سکتا

تجھ پہ گزری ہو قیامت تو سمجھ بھی آئے

تو مرے ہجر کی تاویل نہیں کر سکتا

لاکھ عاصمؔ وہ مری ذات کے ٹکڑے کر دے

میں کسی شخص کی تذلیل نہیں کر سکتا

عاصم بخاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Riwayat Hai Jo Tabdil Nahin Kar Sakta

Asim Bukhari

ek riwayat hai jo tabdil nahin kar sakta
main tere hukm ki tamil nahin kar sakta

reg-e-maqtal hai na talwar na neza hai yahan
tu mere shauq ki takmil nahin kar sakta

raat guzri to ye uqda bhi khula hai mujh par
main tujhe sher mein tamsil nahin kar sakta

tujh pe guzri ho qayamat to samajh bhi aae
tu mere hijr ki tawil nahin kar sakta

lakh 'asim' wo meri zat ke TukDe kar de
main kisi shaKHs ki tazlil nahin kar sakta

(563) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ek Riwayat Hai Jo Tabdil Nahin Kar Sakta written by Asim Bukhari at UrduPoint. Ek Riwayat Hai Jo Tabdil Nahin Kar Sakta is one of the masterpieces written by Asim Bukhari. You can also find the complete poetry collection of Asim Bukhari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asim Bukhari' above.

Ek Riwayat Hai Jo Tabdil Nahin Kar Sakta is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Riwayat Hai Jo Tabdil Nahin Kar Sakta, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.