Aag Si Lag Rahi Hai Sine Mein, Urdu Ghazal By Aslam Farrukhi

Aag Si Lag Rahi Hai Sine Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aslam Farrukhi. Aag Si Lag Rahi Hai Sine Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aag Si Lag Rahi Hai Sine Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آگ سی لگ رہی ہے سینے میں

اسلم فرخی

آگ سی لگ رہی ہے سینے میں

اب مزا کچھ نہیں ہے جینے میں

آخری کشمکش ہے یہ شاید

موج دریا میں اور سفینے میں

زندگی یوں گزر گئی جیسے

لڑکھڑاتا ہو کوئی زینے میں

دل کا احوال پوچھتے کیا ہو

خاک اڑتی ہے آبگینے میں

کتنے ساون گزر گئے لیکن

کوئی آیا نہ اس مہینے میں

سارے دل ایک سے نہیں ہوتے

فرق ہے کنکر اور نگینے میں

زندگی کی سعادتیں اسلمؔ

مل گئیں سب مجھے مدینے میں

اسلم فرخی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aag Si Lag Rahi Hai Sine Mein

Aslam Farrukhi

aag si lag rahi hai sine mein
ab maza kuchh nahin hai jine mein

aaKHiri kashmakash hai ye shayad
mauj-e-dariya mein aur safine mein

zindagi yun guzar gai jaise
laDkhaData ho koi zine mein

dil ka ahwal puchhte kya ho
KHak uDti hai aabgine mein

kitne sawan guzar gae lekin
koi aaya na is mahine mein

sare dil ek se nahin hote
farq hai kankar aur nagine mein

zindagi ki saadaten 'aslam'
mil gain sab mujhe madine mein

(1259) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aag Si Lag Rahi Hai Sine Mein written by Aslam Farrukhi at UrduPoint. Aag Si Lag Rahi Hai Sine Mein is one of the masterpieces written by Aslam Farrukhi. You can also find the complete poetry collection of Aslam Farrukhi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aslam Farrukhi' above.

Aag Si Lag Rahi Hai Sine Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aag Si Lag Rahi Hai Sine Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.