Ek Aur Zindagi Hai Suna Hai Qaza Ke Baad, Urdu Ghazal By Asrarul Haq Asrar

Ek Aur Zindagi Hai Suna Hai Qaza Ke Baad is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asrarul Haq Asrar. Ek Aur Zindagi Hai Suna Hai Qaza Ke Baad comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Aur Zindagi Hai Suna Hai Qaza Ke Baad on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اک اور زندگی ہے سنا ہے قضا کے بعد

اسرارالحق اسرار

اک اور زندگی ہے سنا ہے قضا کے بعد

یعنی سزا ہے اور ابھی اس سزا کے بعد

کیا جانیے کہاں میں کھڑا چیختا رہا

ابھری نہ بازگشت بھی میری صدا کے بعد

لگتا ہے اب یہ زور تلاطم کو دیکھ کر

جیسے نہ ہو خدا بھی میرا نا خدا کے بعد

بدلو جو تم نگاہ تو یہ بھی رہے خیال

آئینہ ٹوٹ جائے ہے عکس جفا کے بعد

اسرارؔ آدمی ہوں کوئی دیوتا نہیں

منزل بھی چاہتا ہوں میں راہ وفا کے بعد

اسرارالحق اسرار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Aur Zindagi Hai Suna Hai Qaza Ke Baad

Asrarul Haq Asrar

ek aur zindagi hai suna hai qaza ke baad
yani saza hai aur abhi is saza ke baad

kya jaaniye kahan main khaDa chiKHta raha
ubhri na bazgasht bhi meri sada ke baad

lagta hai ab ye zor-e-talatum ko dekh kar
jaise na ho KHuda bhi mera na-KHuda ke baad

badlo jo tum nigah to ye bhi rahe KHayal
aaina TuT jae hai aks-e-jafa ke baad

'asrar' aadmi hun koi dewta nahin
manzil bhi chahta hun main rah-e-wafa ke baad

(657) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Aur Zindagi Hai Suna Hai Qaza Ke Baad written by Asrarul Haq Asrar at UrduPoint. Ek Aur Zindagi Hai Suna Hai Qaza Ke Baad is one of the masterpieces written by Asrarul Haq Asrar. You can also find the complete poetry collection of Asrarul Haq Asrar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asrarul Haq Asrar' above.

Ek Aur Zindagi Hai Suna Hai Qaza Ke Baad is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Aur Zindagi Hai Suna Hai Qaza Ke Baad, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.