Zabt Ki Had Se Ho Ke Guzarna So Jaana, Urdu Ghazal By Ateeq Allahabadi

Zabt Ki Had Se Ho Ke Guzarna So Jaana is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ateeq Allahabadi. Zabt Ki Had Se Ho Ke Guzarna So Jaana comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zabt Ki Had Se Ho Ke Guzarna So Jaana on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ضبط کی حد سے ہو کے گزرنا سو جانا

عتیق الہ آبادی

ضبط کی حد سے ہو کے گزرنا سو جانا

رات گئے تک باتیں کرنا سو جانا

روزانا کی دیواروں سے ٹکرا کر

ریزہ ریزہ ہو کے بکھرنا سو جانا

دن بھر ہجر کے زخموں کی مرہم کاری

رات کو تیرے وصل میں مرنا سو جانا

مجھ کو یہ آسودہ مزاجی تم نے دی

سانسوں کی خوشبو سے سنورنا سو جانا

ہونٹوں پر اک بار سجا کر اپنے ہونٹ

اس کے بعد نہ باتیں کرنا سو جانا

اپنی قسمت میں بھی کیا لکھا ہے عتیقؔ

بانہوں کی وادی میں اترنا سو جانا

عتیق الہ آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zabt Ki Had Se Ho Ke Guzarna So Jaana

Ateeq Allahabadi

zabt ki had se ho ke guzarna so jaana
raat gae tak baaten karna so jaana

rozana ki diwaron se Takra kar
reza reza ho ke bikharna so jaana

din bhar hijr ke zaKHmon ki marham-kari
raat ko tere wasl mein marna so jaana

mujh ko ye aasuda-mizaji tum ne di
sanson ki KHushbu se sanwarna so jaana

honTon par ek bar saja kar apne honT
us ke baad na baaten karna so jaana

apni qismat mein bhi kya likkha hai 'atiq'
banhon ki wadi mein utarna so jaana

(743) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zabt Ki Had Se Ho Ke Guzarna So Jaana written by Ateeq Allahabadi at UrduPoint. Zabt Ki Had Se Ho Ke Guzarna So Jaana is one of the masterpieces written by Ateeq Allahabadi. You can also find the complete poetry collection of Ateeq Allahabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ateeq Allahabadi' above.

Zabt Ki Had Se Ho Ke Guzarna So Jaana is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zabt Ki Had Se Ho Ke Guzarna So Jaana, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.