KaTi Hai Umr Yahan Ek Ghar Banane Mein, Urdu Ghazal By Ateeq Muzaffarpuri

KaTi Hai Umr Yahan Ek Ghar Banane Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ateeq Muzaffarpuri. KaTi Hai Umr Yahan Ek Ghar Banane Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KaTi Hai Umr Yahan Ek Ghar Banane Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کٹی ہے عمر یہاں ایک گھر بنانے میں

عتیق مظفر پوری

کٹی ہے عمر یہاں ایک گھر بنانے میں

حیا نہ آئی تمہیں بستیاں جلانے میں

بنا دیا تھا جہاں کو خدا نے کن کہہ کر

کروڑوں سال لگے ہیں اسے بسانے میں

فریب دے کے تمہیں کیا سکون ملتا ہے

ہمیں تو لطف ملا ہے فریب کھانے میں

عطا ہو دولت ایماں ہمیں بھی بے پایاں

کمی نہیں ہے خدایا ترے خزانے میں

ہوا کے مد مقابل چراغ رکھ دینا

مزاج عشق رہا ہے یہ ہر زمانے میں

عتیقؔ یہ ہی دعا ہے کہ رہتی دنیا تک

چراغ علم ہو روشن غریب خانے میں

عتیق مظفر پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KaTi Hai Umr Yahan Ek Ghar Banane Mein

Ateeq Muzaffarpuri

kaTi hai umr yahan ek ghar banane mein
haya na aai tumhein bastiyan jalane mein

bana diya tha jahan ko KHuda ne kun kah kar
karoDon sal lage hain ise basane mein

fareb de ke tumhein kya sukun milta hai
hamein to lutf mila hai fareb khane mein

ata ho daulat-e-iman hamein bhi be-payan
kami nahin hai KHudaya tere KHazane mein

hawa ke madd-e-muqabil charagh rakh dena
mizaj-e-ishq raha hai ye har zamane mein

'atiq' ye hi dua hai ki rahti duniya tak
charag-e-ilm ho raushan gharib-KHane mein

(749) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KaTi Hai Umr Yahan Ek Ghar Banane Mein written by Ateeq Muzaffarpuri at UrduPoint. KaTi Hai Umr Yahan Ek Ghar Banane Mein is one of the masterpieces written by Ateeq Muzaffarpuri. You can also find the complete poetry collection of Ateeq Muzaffarpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ateeq Muzaffarpuri' above.

KaTi Hai Umr Yahan Ek Ghar Banane Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like KaTi Hai Umr Yahan Ek Ghar Banane Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.