KHabar Nahin Ki Safar Hai Ki Hai Qayam Abhi, Urdu Ghazal By Athar Nadir

KHabar Nahin Ki Safar Hai Ki Hai Qayam Abhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Athar Nadir. KHabar Nahin Ki Safar Hai Ki Hai Qayam Abhi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHabar Nahin Ki Safar Hai Ki Hai Qayam Abhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خبر نہیں کہ سفر ہے کہ ہے قیام ابھی

اطہر نادر

خبر نہیں کہ سفر ہے کہ ہے قیام ابھی

طلسم شہر میں کھوئے ہیں خاص و عام ابھی

صدا بھی دے گا کبھی تو سکوت کا صحرا

کسی کو ہونے تو دو خود سے ہم کلام ابھی

جو دیکھیے تو زمانہ ہے تیز رو کتنا

طلوع صبح ابھی ہے تو وقت شام ابھی

وہ قحط آب ہے دریا بھی سارے خشک ہوئے

رواں جو ابر ہے کرتا نہیں قیام ابھی

اب اتفاق سے بچ کر نکل گئے تو کیا

رہ طلب میں تو نادرؔ ہیں کتنے دام ابھی

اطہر نادر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHabar Nahin Ki Safar Hai Ki Hai Qayam Abhi

Athar Nadir

KHabar nahin ki safar hai ki hai qayam abhi
tilism-e-shahr mein khoe hain KHas-o-am abhi

sada bhi dega kabhi to sukut ka sahra
kisi ko hone to do KHud se ham-kalam abhi

jo dekhiye to zamana hai tez-rau kitna
tulu-e-subh abhi hai to waqt-e-sham abhi

wo qaht-e-ab hai dariya bhi sare KHushk hue
rawan jo abr hai karta nahin qayam abhi

ab ittifaq se bach kar nikal gae to kya
rah-e-talab mein to 'nadir' hain kitne dam abhi

(531) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHabar Nahin Ki Safar Hai Ki Hai Qayam Abhi written by Athar Nadir at UrduPoint. KHabar Nahin Ki Safar Hai Ki Hai Qayam Abhi is one of the masterpieces written by Athar Nadir. You can also find the complete poetry collection of Athar Nadir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Athar Nadir' above.

KHabar Nahin Ki Safar Hai Ki Hai Qayam Abhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHabar Nahin Ki Safar Hai Ki Hai Qayam Abhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.