Mera Nahin Hai Aur Na Kisi Aur Hi Ka Hai, Urdu Ghazal By Atul Ajnabi

Mera Nahin Hai Aur Na Kisi Aur Hi Ka Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Atul Ajnabi. Mera Nahin Hai Aur Na Kisi Aur Hi Ka Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mera Nahin Hai Aur Na Kisi Aur Hi Ka Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میرا نہیں ہے اور نہ کسی اور ہی کا ہے

اتل اجنبی

میرا نہیں ہے اور نہ کسی اور ہی کا ہے

پرتو جہاں کہیں ہے تری روشنی کا ہے

پنچھی درخت پھول تو منہ ڈھک کے سو گئے

جنگل میں راج پاٹ بس اب چاندنی کا ہے

لٹنے کا ڈر سہی پہ محبت کی راہ میں

جانا تو اسی گلی سے ہر اک آدمی کا ہے

برسوں پرانا زخم ہے ایسا ہرا مگر

دیکھے طبیب تو وہ کہے آج ہی کا ہے

گھر جل رہا ہے سامنے اس کو بچایئے

پھر اس کے بعد اگلا مکاں آپ ہی کا ہے

اتل اجنبی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mera Nahin Hai Aur Na Kisi Aur Hi Ka Hai

Atul Ajnabi

mera nahin hai aur na kisi aur hi ka hai
partaw jahan kahin hai teri raushni ka hai

panchhi daraKHt phul to munh Dhak ke so gae
jangal mein raj-paT bas ab chandni ka hai

luTne ka Dar sahi pa mohabbat ki rah mein
jaana to usi gali se har ek aadmi ka hai

barson purana zaKHm hai aisa hara magar
dekhe tabib to wo kahe aaj hi ka hai

ghar jal raha hai samne us ko bachaiye
phir us ke baad agla makan aap hi ka hai

(821) ووٹ وصول ہوئے

You can read Mera Nahin Hai Aur Na Kisi Aur Hi Ka Hai written by Atul Ajnabi at UrduPoint. Mera Nahin Hai Aur Na Kisi Aur Hi Ka Hai is one of the masterpieces written by Atul Ajnabi. You can also find the complete poetry collection of Atul Ajnabi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Atul Ajnabi' above.

Mera Nahin Hai Aur Na Kisi Aur Hi Ka Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mera Nahin Hai Aur Na Kisi Aur Hi Ka Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.