Samundaron Ke Sukun Ko Bhanwar Ne Chhin Liya, Urdu Ghazal By Aun Abbas Aun

Samundaron Ke Sukun Ko Bhanwar Ne Chhin Liya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aun Abbas Aun. Samundaron Ke Sukun Ko Bhanwar Ne Chhin Liya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Samundaron Ke Sukun Ko Bhanwar Ne Chhin Liya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سمندروں کے سکوں کو بھنور نے چھین لیا

عون عباس عون

سمندروں کے سکوں کو بھنور نے چھین لیا

کسی کے چین کو اس کے ہی گھر نے چھین لیا

سنبھلنے والی نہیں ہے یہ تیز رو دنیا

پرانے روگ کو تازہ خبر نے چھین لیا

مجھے تو بس یہی دکھ ہے کہ میرے گلشن کی

ترنگ و رنگ کو سوکھے شجر نے چھین لیا

پرانے کھیل نئے کھیلوں سے جدا تھے میاں

وہ پھرتیاں تھیں جنہیں دور زر نے چھین لیا

کسی کا سر کوئی دستار کر گئی اغوا

کسی کے تاج کو دوجے کے سر نے چھین لیا

برائیاں نہ لکھیں تو فرشتے کیا کریں عونؔ

خلافتوں کو جو علم بشر نے چھین لیا

عون عباس عون

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Samundaron Ke Sukun Ko Bhanwar Ne Chhin Liya

Aun Abbas Aun

samundaron ke sukun ko bhanwar ne chhin liya
kisi ke chain ko us ke hi ghar ne chhin liya

sanbhalne wali nahin hai ye tez-rau duniya
purane rog ko taza KHabar ne chhin liya

mujhe to bas yahi dukh hai ki mere gulshan ki
tarang-o-rang ko sukhe shajar ne chhin liya

purane khel nae khelon se juda the miyan
wo phurtiyan thin jinhen daur-e-zar ne chhin liya

kisi ka sar koi dastar kar gai aghwa
kisi ke taj ko duje ke sar ne chhin liya

buraiyan na likhen to farishte kya karen 'aun'
KHilafaton ko jo ilm-e-bashar ne chhin liya

(488) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Samundaron Ke Sukun Ko Bhanwar Ne Chhin Liya written by Aun Abbas Aun at UrduPoint. Samundaron Ke Sukun Ko Bhanwar Ne Chhin Liya is one of the masterpieces written by Aun Abbas Aun. You can also find the complete poetry collection of Aun Abbas Aun by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aun Abbas Aun' above.

Samundaron Ke Sukun Ko Bhanwar Ne Chhin Liya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Samundaron Ke Sukun Ko Bhanwar Ne Chhin Liya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.