Jahan Hum Tumhaari Panahon Mein The, Urdu Ghazal By Ayaz Rasool Nazki

Jahan Hum Tumhaari Panahon Mein The is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ayaz Rasool Nazki. Jahan Hum Tumhaari Panahon Mein The comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jahan Hum Tumhaari Panahon Mein The on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جہاں ہم تمہاری پناہوں میں تھے

ایاز رسول نازکی

جہاں ہم تمہاری پناہوں میں تھے

وہاں سبز سائے بھی راہوں میں تھے

میاں دھول آنکھوں میں جھونکی گئی

کئی لوگ میری نگاہوں میں تھے

وہی محتسب ہیں انہیں کیا کہیں

وہ شامل ہمارے گناہوں میں تھے

زمانہ مرے ساتھ تب بھی نہ تھا

مگر تم مرے خیر خواہوں میں تھے

کہیں پر تو بجلی گری ہے ایازؔ

کئی کارواں اب بھی راہوں میں تھے

ایاز رسول نازکی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jahan Hum Tumhaari Panahon Mein The

Ayaz Rasool Nazki

jahan hum tumhaari panahon mein the
wahan sabz sae bhi rahon mein the

miyan dhul aankhon mein jhonki gai
kai log meri nigahon mein the

wahi mohtasib hain unhen kya kahen
wo shamil hamare gunahon mein the

zamana mere sath tab bhi na tha
magar tum mere KHair-KHwahon mein the

kahin par to bijli giri hai 'ayaz'
kai karwan ab bhi rahon mein the

(632) ووٹ وصول ہوئے

You can read Jahan Hum Tumhaari Panahon Mein The written by Ayaz Rasool Nazki at UrduPoint. Jahan Hum Tumhaari Panahon Mein The is one of the masterpieces written by Ayaz Rasool Nazki. You can also find the complete poetry collection of Ayaz Rasool Nazki by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ayaz Rasool Nazki' above.

Jahan Hum Tumhaari Panahon Mein The is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jahan Hum Tumhaari Panahon Mein The, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.