Meri Man Ne Mujhko Janam Jab Diya Tha, Urdu Ghazal By Ayaz Rasool Nazki

Meri Man Ne Mujhko Janam Jab Diya Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ayaz Rasool Nazki. Meri Man Ne Mujhko Janam Jab Diya Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Meri Man Ne Mujhko Janam Jab Diya Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مری ماں نے مجھ کو جنم جب دیا تھا

ایاز رسول نازکی

مری ماں نے مجھ کو جنم جب دیا تھا

میں لاشوں کے انبار پر جا گرا تھا

جہاں پر تمہاری ردا چھن گئی تھی

وہیں پر ہمارا بھی بازو کٹا تھا

یہیں پر اسے جان دینے کی ضد تھی

یہیں سے وہ پرچم اٹھائے چلا تھا

مجھے سات چہروں کی صورت ملی تھی

تذبذب میں ہر اک مجھے دیکھتا تھا

میں لوگوں کی اس بھیڑ میں سوچتا ہوں

مرا نام کیا ہے مرا نام کیا تھا

ایاز رسول نازکی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Meri Man Ne Mujhko Janam Jab Diya Tha

Ayaz Rasool Nazki

meri man ne mujh ko janam jab diya tha
main lashon ke ambar par ja gira tha

jahan par tumhaari rida chhin gai thi
wahin par hamara bhi bazu kaTa tha

yahin par use jaan dene ki zid thi
yahin se wo parcham uThae chala tha

mujhe sat chehron ki surat mili thi
tazabzub mein har ek mujhe dekhta tha

main logon ki is bhiD mein sochta hun
mera nam kya hai mera nam kya tha

(722) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Meri Man Ne Mujhko Janam Jab Diya Tha written by Ayaz Rasool Nazki at UrduPoint. Meri Man Ne Mujhko Janam Jab Diya Tha is one of the masterpieces written by Ayaz Rasool Nazki. You can also find the complete poetry collection of Ayaz Rasool Nazki by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ayaz Rasool Nazki' above.

Meri Man Ne Mujhko Janam Jab Diya Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Meri Man Ne Mujhko Janam Jab Diya Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.