Ye Ek Shan-e-KHuda Hai Main Nahin Hun, Urdu Ghazal By Azad Ansari

Ye Ek Shan-e-KHuda Hai Main Nahin Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azad Ansari. Ye Ek Shan-e-KHuda Hai Main Nahin Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Ek Shan-e-KHuda Hai Main Nahin Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ اک شان خدا ہے میں نہیں ہوں

آزاد انصاری

یہ اک شان خدا ہے میں نہیں ہوں

وہی جلوہ نما ہے میں نہیں ہوں

زمانہ پہلے مجھ کو ڈھونڈتا ہے

مگر تیرا پتا ہے میں نہیں ہوں

ترے ہوتے مری ہستی کا کیا ذکر

یہی کہنا بجا ہے میں نہیں ہوں

صدائے نحن اقرب کہہ رہی ہے

کہ تو مجھ سے جدا ہے میں نہیں ہوں

وہ خود تشریف فرمائے جہاں ہیں

تمہیں دھوکا ہوا ہے میں نہیں ہوں

کہاں میں اور کہاں خبط انا الحق

کوئی میرے سوا ہے میں نہیں ہوں

مجھے آزادؔ دنیا کیوں نہ پوجے

کسی کا نقش پا ہے میں نہیں ہوں

آزاد انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Ek Shan-e-KHuda Hai Main Nahin Hun

Azad Ansari

ye ek shan-e-KHuda hai main nahin hun
wahi jalwa-numa hai main nahin hun

zamana pahle mujh ko DhunDta hai
magar tera pata hai main nahin hun

tere hote meri hasti ka kya zikr
yahi kahna baja hai main nahin hun

sada-e-nahno-aqrab kah rahi hai
ki tu mujh se juda hai main nahin hun

wo KHud tashrif-farma-e-jahan hain
tumhein dhoka hua hai main nahin hun

kahan main aur kahan KHabt-e-anal-haq
koi mere siwa hai main nahin hun

mujhe 'azad' duniya kyun na puje
kisi ka naqsh-e-pa hai main nahin hun

(1202) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Ek Shan-e-KHuda Hai Main Nahin Hun written by Azad Ansari at UrduPoint. Ye Ek Shan-e-KHuda Hai Main Nahin Hun is one of the masterpieces written by Azad Ansari. You can also find the complete poetry collection of Azad Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azad Ansari' above.

Ye Ek Shan-e-KHuda Hai Main Nahin Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Ek Shan-e-KHuda Hai Main Nahin Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.