Aksar Sari Raat Hui Hai, Urdu Ghazal By Azeem Malik

Aksar Sari Raat Hui Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azeem Malik. Aksar Sari Raat Hui Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aksar Sari Raat Hui Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اکثر ساری رات ہوئی ہے

عظیم ملک

اکثر ساری رات ہوئی ہے

خود سے میری بات ہوئی ہے

بھیگ گئے دونوں کے دامن

بن بادل برسات ہوئی ہے

لانبی پلکوں کے پیچھے سے

دل پر گہری گھات ہوئی ہے

شہر میں آ کر کچھ دن میں ہی

اونچی اس کی ذات ہوئی ہے

میری تیری اس کی اس کی

اپنوں سے ہی مات ہوئی ہے

آنکھیں روئی سی لگتی ہیں

گھر میں کچھ تو بات ہوئی ہے

نیند سے بوجھل ہیں یہ پلکیں

چلئے گھر کو رات ہوئی ہے

عظیم ملک

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aksar Sari Raat Hui Hai

Azeem Malik

aksar sari raat hui hai
KHud se meri baat hui hai

bhig gae donon ke daman
bin baadal barsat hui hai

lanbi palkon ke pichhe se
dil par gahri ghat hui hai

shahr mein aa kar kuchh din mein hi
unchi us ki zat hui hai

meri teri is ki us ki
apnon se hi mat hui hai

aankhen roi si lagti hain
ghar mein kuchh to baat hui hai

nind se bojhal hain ye palken
chaliye ghar ko raat hui hai

(695) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aksar Sari Raat Hui Hai written by Azeem Malik at UrduPoint. Aksar Sari Raat Hui Hai is one of the masterpieces written by Azeem Malik. You can also find the complete poetry collection of Azeem Malik by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azeem Malik' above.

Aksar Sari Raat Hui Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aksar Sari Raat Hui Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.