Mujhko Malum Na Tha Un Se Mohabbat Hogi, Urdu Ghazal By Azeezur Rahman Azeez Pani Pati

Mujhko Malum Na Tha Un Se Mohabbat Hogi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azeezur Rahman Azeez Pani Pati. Mujhko Malum Na Tha Un Se Mohabbat Hogi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mujhko Malum Na Tha Un Se Mohabbat Hogi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھ کو معلوم نہ تھا ان سے محبت ہوگی

عزیز الرحمٰن عزیز پانی پتی

مجھ کو معلوم نہ تھا ان سے محبت ہوگی

درد پر درد مصیبت پہ مصیبت ہوگی

یہی حالت ہے تو اک روز یہ صورت ہوگی

قیس و فرہاد سے بڑھ کر مری وحشت ہوگی

کر کے بدنام مجھے اور یہ کہنا اس پر

آپ کے ملنے سے بے شک مری ذلت ہوگی

اضطراب دل مضطر ہے بیاں سے باہر

تیرے دیدار سے حاصل اسے راحت ہوگی

لے خبر جلد مسیحا تو خدارا آ کر

تیرے بیمار کی ورنہ بری حالت ہوگی

دل یہ کہتا ہے ذرا چل تو در جاناں تک

شرم کہتی ہے ترے جانے میں ذلت ہوگی

میں نے پوچھا کہ بھلا پھر بھی ملو گے صاحب

بولے منہ پھیر کے ہاں گر ہمیں فرصت ہوگی

آپ چل پھر کے ذرا چال دکھائیں تو سہی

آپ کی جانے بلا ہوگی قیامت ہوگی

میں تو گھل گھل کے یوں ہی ہجر میں جاں دوں گا عزیزؔ

اس کو معلوم مرے بعد حقیقت ہوگی

عزیز الرحمٰن عزیز پانی پتی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujhko Malum Na Tha Un Se Mohabbat Hogi

Azeezur Rahman Azeez Pani Pati

mujh ko malum na tha un se mohabbat hogi
dard par dard musibat pe musibat hogi

yahi haalat hai to ek roz ye surat hogi
qais-o-farhad se baDh kar meri wahshat hogi

kar ke badnam mujhe aur ye kahna us par
aap ke milne se be-shak meri zillat hogi

iztirab-e-dil-e-muztar hai bayan se bahar
tere didar se hasil ise rahat hogi

le KHabar jald masiha tu KHudara aa kar
tere bimar ki warna buri haalat hogi

dil ye kahta hai zara chal tu dar-e-jaanan tak
sharm kahti hai tere jaane mein zillat hogi

main ne puchha ki bhala phir bhi miloge sahib
bole munh pher ke han gar hamein fursat hogi

aap chal phir ke zara chaal dikhaen to sahi
aap ki jaane bala hogi qayamat hogi

main to ghul ghul ke yunhi hijr mein jaan dunga 'aziz'
us ko malum mere baad haqiqat hogi

(425) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Azeezur Rahman Azeez Pani Pati Poetry

ہو گیا عاشق کسی کا روئے تاباں دیکھ کر

Azeezur Rahman Azeez Pani Pati - عزیز الرحمٰن عزیز پانی پتی

Ho Gaya Aashiq Kisi Ka Ru-e-taban Dekh Kar

پسند آئیں مجھ کو ادائیں تمہاری

Azeezur Rahman Azeez Pani Pati - عزیز الرحمٰن عزیز پانی پتی

Pasand Aain Mujhko Adaen Tumhaari

جان دے دیں گے کرشموں پہ قضا سے پہلے

Azeezur Rahman Azeez Pani Pati - عزیز الرحمٰن عزیز پانی پتی

Jaan De Denge Karishmon Pe Qaza Se Pahle

تمہارا عشق جب سے کیا ہوا اے نازنیں ہم کو

Azeezur Rahman Azeez Pani Pati - عزیز الرحمٰن عزیز پانی پتی

Tumhaara Ishq Jab Se Kya Hua Ai Naznin Hum Ko

ہم کو ہے جس کی طلب وہ یار ملتا ہی نہیں

Azeezur Rahman Azeez Pani Pati - عزیز الرحمٰن عزیز پانی پتی

Hum Ko Hai Jis Ki Talab Wo Yar Milta Hi Nahin

مجھ کو معلوم نہ تھا ان سے محبت ہوگی

Azeezur Rahman Azeez Pani Pati - عزیز الرحمٰن عزیز پانی پتی

Mujhko Malum Na Tha Un Se Mohabbat Hogi

رنج و غم و فراق میں جو مبتلا نہیں

Azeezur Rahman Azeez Pani Pati - عزیز الرحمٰن عزیز پانی پتی

Ranj-o-gham-o-firaq Mein Jo Mubtala Nahin

جگر تھامے ہوئے یاں طالب دیدار بیٹھے ہیں

Azeezur Rahman Azeez Pani Pati - عزیز الرحمٰن عزیز پانی پتی

Jigar Thame Hue Yan Talib-e-didar Baithe Hain

You can read Mujhko Malum Na Tha Un Se Mohabbat Hogi written by Azeezur Rahman Azeez Pani Pati at UrduPoint. Mujhko Malum Na Tha Un Se Mohabbat Hogi is one of the masterpieces written by Azeezur Rahman Azeez Pani Pati. You can also find the complete poetry collection of Azeezur Rahman Azeez Pani Pati by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azeezur Rahman Azeez Pani Pati' above.

Mujhko Malum Na Tha Un Se Mohabbat Hogi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujhko Malum Na Tha Un Se Mohabbat Hogi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.