Hairat Se Dekhta Hai Mera Naqsh-e-pa Mujhe, Urdu Ghazal By Azhar Ghauri

Hairat Se Dekhta Hai Mera Naqsh-e-pa Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azhar Ghauri. Hairat Se Dekhta Hai Mera Naqsh-e-pa Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hairat Se Dekhta Hai Mera Naqsh-e-pa Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حیرت سے دیکھتا ہے مرا نقش پا مجھے

اظہر غوری

حیرت سے دیکھتا ہے مرا نقش پا مجھے

یاران تیز گام یہ کیا ہو گیا مجھے

خود میرے دل میں شوق سفر ہی نہیں رہا

اب لاکھ بھیجیں منزلیں اپنا پتا مجھے

سمجھا تھا بس حیات کو خوابوں کی جلوہ گاہ

اک دل کا داغ کر گیا خود آشنا مجھے

پالا ہے اپنی گود میں طوفان نے تجھے

اے موج اس کی کوئی جھلک تو دکھا مجھے

یہ کون سی خلش نکل آئی نئی نئی

لگتا ہے آج درد جگر کچھ سوا مجھے

اظہرؔ مرے حریف تھے کچھ غم زدہ مگر

تھے یار خوش کہ دیکھ لیا ڈوبتا مجھے

اظہر غوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hairat Se Dekhta Hai Mera Naqsh-e-pa Mujhe

Azhar Ghauri

hairat se dekhta hai mera naqsh-e-pa mujhe
yaran-e-tez-gam ye kya ho gaya mujhe

KHud mere dil mein shauq-e-safar hi nahin raha
ab lakh bhejen manzilen apna pata mujhe

samjha tha bas hayat ko KHwabon ki jalwa-gah
ek dil ka dagh kar gaya KHud-ashna mujhe

pala hai apni god mein tufan ne tujhe
ai mauj us ki koi jhalak tu dikha mujhe

ye kaun si KHalish nikal aai nai nai
lagta hai aaj dard-e-jigar kuchh siwa mujhe

'azhar' mere harif the kuchh gham-zada magar
the yar KHush ki dekh liya Dubta mujhe

(697) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hairat Se Dekhta Hai Mera Naqsh-e-pa Mujhe written by Azhar Ghauri at UrduPoint. Hairat Se Dekhta Hai Mera Naqsh-e-pa Mujhe is one of the masterpieces written by Azhar Ghauri. You can also find the complete poetry collection of Azhar Ghauri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azhar Ghauri' above.

Hairat Se Dekhta Hai Mera Naqsh-e-pa Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hairat Se Dekhta Hai Mera Naqsh-e-pa Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.