Fikr Mein Hain Hamein Bujhane Ki, Urdu Ghazal By Azhar Inayati

Fikr Mein Hain Hamein Bujhane Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azhar Inayati. Fikr Mein Hain Hamein Bujhane Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Fikr Mein Hain Hamein Bujhane Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

فکر میں ہیں ہمیں بجھانے کی

اظہر عنایتی

فکر میں ہیں ہمیں بجھانے کی

آندھیاں میرؔ کے زمانے کی

میرا گھر ہے پرانے وقتوں کا

اس کی آنکھیں نئے زمانے کی

اب کوئی بات بھولتا ہی نہیں

ہائے وہ عمر بھول جانے کی

اپنے اندر کا شور کم تو ہوا

خامشی میں کتاب خانے کی

ایک منظر تھا یاد رکھنے کا

ایک تصویر تھی بنانے کی

اظہر عنایتی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Fikr Mein Hain Hamein Bujhane Ki

Azhar Inayati

fikr mein hain hamein bujhane ki
aandhiyan 'mir' ke zamane ki

mera ghar hai purane waqton ka
us ki aankhen nae zamane ki

ab koi baat bhulta hi nahin
hae wo umr bhul jaane ki

apne andar ka shor kam to hua
KHamushi mein kitab-KHane ki

ek manzar tha yaad rakhne ka
ek taswir thi banane ki

(471) ووٹ وصول ہوئے

You can read Fikr Mein Hain Hamein Bujhane Ki written by Azhar Inayati at UrduPoint. Fikr Mein Hain Hamein Bujhane Ki is one of the masterpieces written by Azhar Inayati. You can also find the complete poetry collection of Azhar Inayati by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azhar Inayati' above.

Fikr Mein Hain Hamein Bujhane Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Fikr Mein Hain Hamein Bujhane Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.