Har Ek Raat Ko Mahtab Dekhne Ke Liye, Urdu Ghazal By Azhar Inayati

Har Ek Raat Ko Mahtab Dekhne Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azhar Inayati. Har Ek Raat Ko Mahtab Dekhne Ke Liye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Ek Raat Ko Mahtab Dekhne Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر ایک رات کو مہتاب دیکھنے کے لیے

اظہر عنایتی

ہر ایک رات کو مہتاب دیکھنے کے لیے

میں جاگتا ہوں ترا خواب دیکھنے کے لیے

نہ جانے شہر میں کس کس سے جھوٹ بولوں گا

میں گھر کے پھولوں کو شاداب دیکھنے کے لیے

اسی لیے میں کسی اور کا نہ ہو جاؤں

مجھے وہ دے گیا اک خواب دیکھنے کے لیے

کسی نظر میں تو رہ جائے آخری منظر

کوئی تو ہو مجھے غرقاب دیکھنے کے لیے

عجیب سا ہے بہانا مگر تم آ جانا

ہمارے گاؤں کا سیلاب دیکھنے کے لیے

پڑوسیوں نے غلط رنگ دے دیا اظہرؔ

وہ چھت پہ آیا تھا مہتاب دیکھنے کے لیے

اظہر عنایتی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Ek Raat Ko Mahtab Dekhne Ke Liye

Azhar Inayati

har ek raat ko mahtab dekhne ke liye
main jagta hun tera KHwab dekhne ke liye

na jaane shahr mein kis kis se jhuT bolunga
main ghar ke phulon ko shadab dekhne ke liye

isi liye main kisi aur ka na ho jaun
mujhe wo de gaya ek KHwab dekhne ke liye

kisi nazar mein to rah jae aaKHiri manzar
koi to ho mujhe gharqab dekhne ke liye

ajib sa hai bahana magar tum aa jaana
hamare ganw ka sailab dekhne ke liye

paDosiyon ne ghalat rang de diya 'azhar'
wo chhat pe aaya tha mahtab dekhne ke liye

(818) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Ek Raat Ko Mahtab Dekhne Ke Liye written by Azhar Inayati at UrduPoint. Har Ek Raat Ko Mahtab Dekhne Ke Liye is one of the masterpieces written by Azhar Inayati. You can also find the complete poetry collection of Azhar Inayati by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azhar Inayati' above.

Har Ek Raat Ko Mahtab Dekhne Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Ek Raat Ko Mahtab Dekhne Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.