Gar Dawa Ke Liye DhunDa Hai To Bekar Kiya, Urdu Ghazal By Azhar Nadvi

Gar Dawa Ke Liye DhunDa Hai To Bekar Kiya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azhar Nadvi. Gar Dawa Ke Liye DhunDa Hai To Bekar Kiya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gar Dawa Ke Liye DhunDa Hai To Bekar Kiya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گر دوا کے لئے ڈھونڈا ہے تو بے کار کیا

اظہر ندوی

گر دوا کے لئے ڈھونڈا ہے تو بے کار کیا

چارہ گر ہی تو ہے جس نے ہمیں بیمار کیا

ہم سے کرتا نہ طلب کم سے کم اظہار خوشی

اس طرح اور بھی جینا ہمیں دشوار کیا

دار تک کھینچ کے تم لے گئے اس کو ناحق

اس نے کب بات نہ سننے پہ تھا اصرار کیا

کبھی فولاد بھی بن جاتا تھا تم کو یارو

بس لچک جانے کی عادت نے تمہیں خار کیا

کام شر دیتا ہے جب خیر سے بنتی نہیں بات

میرے بد خواہوں نے اظہار کئی بار کیا

ہم اسے دوست جو سمجھیں بھی تو کیسے اظہرؔ

چھپ کے پیچھے سے ابھی اس نے کہاں وار کیا

اظہر ندوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gar Dawa Ke Liye DhunDa Hai To Bekar Kiya

Azhar Nadvi

gar dawa ke liye DhunDa hai to bekar kiya
chaara-gar hi to hai jis ne hamein bimar kiya

hum se karta na talab kam se kam izhaar-e-KHushi
is tarah aur bhi jina hamein dushwar kiya

dar tak khinch ke tum le gae us ko nahaq
us ne kab baat na sunne pe tha israr kiya

kabhi faulad bhi ban jata tha tum ko yaro
bas lachak jaane ki aadat ne tumhein KHar kiya

kaam shar deta hai jab KHair se banti nahin baat
mere bad-KHwahon ne izhaar kai bar kiya

hum use dost jo samjhen bhi to kaise 'azhar'
chhup ke pichhe se abhi us ne kahan war kiya

(356) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gar Dawa Ke Liye DhunDa Hai To Bekar Kiya written by Azhar Nadvi at UrduPoint. Gar Dawa Ke Liye DhunDa Hai To Bekar Kiya is one of the masterpieces written by Azhar Nadvi. You can also find the complete poetry collection of Azhar Nadvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azhar Nadvi' above.

Gar Dawa Ke Liye DhunDa Hai To Bekar Kiya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gar Dawa Ke Liye DhunDa Hai To Bekar Kiya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.