Hijr Ki Raat Yaad Aati Hai, Urdu Ghazal By Aziz Lakhnavi

Hijr Ki Raat Yaad Aati Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aziz Lakhnavi. Hijr Ki Raat Yaad Aati Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hijr Ki Raat Yaad Aati Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہجر کی رات یاد آتی ہے

عزیز لکھنوی

ہجر کی رات یاد آتی ہے

پھر وہی بات یاد آتی ہے

تم نے چھیڑا تو کچھ کھلے ہم بھی

بات پر بات یاد آتی ہے

تم تھے اور ہم تھے چاند نکلا تھا

ہائے وہ رات یاد آتی ہے

صبح کے وقت ذرے ذرے کی

وہ مناجات یاد آتی ہے

ہائے کیا چیز تھی جوانی بھی

اب تو دن رات یاد آتی ہے

مے سے توبہ تو کی عزیزؔ مگر

اکثر اوقات یاد آتی ہے

عزیز لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hijr Ki Raat Yaad Aati Hai

Aziz Lakhnavi

hijr ki raat yaad aati hai
phir wahi baat yaad aati hai

tum ne chheDa to kuchh khule hum bhi
baat par baat yaad aati hai

tum the aur hum the chand nikla tha
hae wo raat yaad aati hai

subh ke waqt zarre zarre ki
wo munajat yaad aati hai

hae kya chiz thi jawani bhi
ab to din-raat yaad aati hai

mai se tauba to ki 'aziz' magar
aksar auqat yaad aati hai

(680) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hijr Ki Raat Yaad Aati Hai written by Aziz Lakhnavi at UrduPoint. Hijr Ki Raat Yaad Aati Hai is one of the masterpieces written by Aziz Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Aziz Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aziz Lakhnavi' above.

Hijr Ki Raat Yaad Aati Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hijr Ki Raat Yaad Aati Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.