Dard-e-dil Kaif-e-alam Soz-e-jigar Se Pahle, Urdu Ghazal By Azmat Abdul Qayyum Khan

Dard-e-dil Kaif-e-alam Soz-e-jigar Se Pahle is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azmat Abdul Qayyum Khan. Dard-e-dil Kaif-e-alam Soz-e-jigar Se Pahle comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dard-e-dil Kaif-e-alam Soz-e-jigar Se Pahle on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درد دل کیف الم سوز جگر سے پہلے

عظمت عبدالقیوم خاں

درد دل کیف الم سوز جگر سے پہلے

زندگی کچھ بھی نہ تھی تیری نظر سے پہلے

فکر فردا غم امروز روایات کہن

کتنی راہیں ہیں تری راہ گزر سے پہلے

جن اجالوں کو زمانے کی سحر ہونا ہے

وہ گزرتے ہیں مری فکر و نظر سے پہلے

تم کہو گے تو زبانی بھی سناؤں لیکن

حال دل پوچھ تو لو دیدۂ تر سے پہلے

ہائے یہ بات اجالوں کو ابھی کیا معلوم

رات کس طرح سے گزری ہے سحر سے پہلے

جب بھی تعمیر نشیمن کا خیال آیا ہے

مشورہ ہم نے کیا برق و شرر سے پہلے

زندگانی میں مسرت کی تمنا گویا

وہ دعا ہے جو بھٹکتی ہے اثر سے پہلے

نہ وہ تارے نہ وہ ارماں نہ وہ دل کش نغمے

کتنے فانوس بجھے پچھلے پہر سے پہلے

سچ تو یہ ہے کہ ہمیں باغ جہاں میں عظمت

سیکڑوں خار ملے اک گل تر سے پہلے

عظمت عبدالقیوم خاں

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dard-e-dil Kaif-e-alam Soz-e-jigar Se Pahle

Azmat Abdul Qayyum Khan

dard-e-dil kaif-e-alam soz-e-jigar se pahle
zindagi kuchh bhi na thi teri nazar se pahle

fikr-e-farda gham-e-imroz riwayat-e-kuhan
kitni rahen hain teri rahguzar se pahle

jin ujalon ko zamane ki sahar hona hai
wo guzarte hain meri fikr-o-nazar se pahle

tum kahoge to zabani bhi sunaun lekin
haal-e-dil puchh to lo dida-e-tar se pahle

hae ye baat ujalon ko abhi kya malum
raat kis tarah se guzri hai sahar se pahle

jab bhi tamir-e-nasheman ka KHayal aaya hai
mashwara hum ne kiya barq-o-sharar se pahle

zindagani mein masarrat ki tamanna goya
wo dua hai jo bhaTakti hai asar se pahle

na wo tare na wo arman na wo dilkash naghme
kitne fanus bujhe pichhle pahar se pahle

sach to ye hai ki hamein bagh-e-jahan mein azmat
saikDon KHar mile ek gul-e-tar se pahle

(671) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dard-e-dil Kaif-e-alam Soz-e-jigar Se Pahle written by Azmat Abdul Qayyum Khan at UrduPoint. Dard-e-dil Kaif-e-alam Soz-e-jigar Se Pahle is one of the masterpieces written by Azmat Abdul Qayyum Khan. You can also find the complete poetry collection of Azmat Abdul Qayyum Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azmat Abdul Qayyum Khan' above.

Dard-e-dil Kaif-e-alam Soz-e-jigar Se Pahle is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dard-e-dil Kaif-e-alam Soz-e-jigar Se Pahle, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.