Kaun Phir Hosh Mein Aae Kise Phir Hosh Rahe, Urdu Ghazal By Azmat Bhopali

Kaun Phir Hosh Mein Aae Kise Phir Hosh Rahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azmat Bhopali. Kaun Phir Hosh Mein Aae Kise Phir Hosh Rahe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kaun Phir Hosh Mein Aae Kise Phir Hosh Rahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کون پھر ہوش میں آئے کسے پھر ہوش رہے

عظمت بھوپالی

کون پھر ہوش میں آئے کسے پھر ہوش رہے

جب تری مست نظر میکدہ بر دوش رہے

زلف آشفتہ نظر مست دمکتے رخسار

یوں جو آ جاؤ تو پھر کس کو بھلا ہوش رہے

یہ ہے مے خانۂ عشق اس کا یہی ہے دستور

ہوش والا بھی یہاں آئے تو بے ہوش رہے

بھول کر بھی نہ چکھا قطرۂ مے ہم نے کبھی

تیری محفل میں مگر صورت مے نوش رہے

جانے کیا بات تھی کیا حال تھا میرا عظمتؔ

وہ مجھے دیکھنے آئے بھی تو خاموش رہے

عظمت بھوپالی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaun Phir Hosh Mein Aae Kise Phir Hosh Rahe

Azmat Bhopali

kaun phir hosh mein aae kise phir hosh rahe
jab teri mast nazar mai-kada-bar-dosh rahe

zulf aashufta nazar mast damakte ruKHsar
yun jo aa jao to phir kis ko bhala hosh rahe

ye hai mai-KHana-e-ishq is ka yahi hai dastur
hosh wala bhi yahan aae to behosh rahe

bhul kar bhi na chakha qatra-e-mai hum ne kabhi
teri mahfil mein magar surat-e-mai-nosh rahe

jaane kya baat thi kya haal tha mera 'azmat'
wo mujhe dekhne aae bhi to KHamosh rahe

(553) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kaun Phir Hosh Mein Aae Kise Phir Hosh Rahe written by Azmat Bhopali at UrduPoint. Kaun Phir Hosh Mein Aae Kise Phir Hosh Rahe is one of the masterpieces written by Azmat Bhopali. You can also find the complete poetry collection of Azmat Bhopali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azmat Bhopali' above.

Kaun Phir Hosh Mein Aae Kise Phir Hosh Rahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kaun Phir Hosh Mein Aae Kise Phir Hosh Rahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.