Koi Parda Miyan-e-ishq Hail Ho Nahin Sakta, Urdu Ghazal By Baldev Raaj

Koi Parda Miyan-e-ishq Hail Ho Nahin Sakta is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Baldev Raaj. Koi Parda Miyan-e-ishq Hail Ho Nahin Sakta comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Koi Parda Miyan-e-ishq Hail Ho Nahin Sakta on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کوئی پردہ میان عشق حائل ہو نہیں سکتا

بلدیو راج

کوئی پردہ میان عشق حائل ہو نہیں سکتا

یہ حد ہے تو بھی اب مد مقابل ہو نہیں سکتا

ترا عہد محبت ٹوٹ کر عہد محبت ہے

مگر دل ٹوٹ جاتا ہے تو پھر دل ہو نہیں سکتا

محبت میں پرستش کا مقام اونچا سہی لیکن

یہ غم انسان کی فطرت میں شامل ہو نہیں سکتا

مرے عزم سفر میں یہ ترا حسن سکون افزا

چراغ راہ بن سکتا ہے منزل ہو نہیں سکتا

گرایا ہے نظر کی اس بلندی سے مجھے تو نے

میں اب اپنی نگاہوں کے بھی قابل ہو نہیں سکتا

بلدیو راج

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Koi Parda Miyan-e-ishq Hail Ho Nahin Sakta

Baldev Raaj

koi parda miyan-e-ishq hail ho nahin sakta
ye had hai to bhi ab madd-e-muqabil ho nahin sakta

tera ahd-e-mohabbat TuT kar ahd-e-mohabbat hai
magar dil TuT jata hai to phir dil ho nahin sakta

mohabbat mein parastish ka maqam uncha sahi lekin
ye gham insan ki fitrat mein shamil ho nahin sakta

mere azm-e-safar mein ye tera husn-e-sukun-afza
charagh-e-rah ban sakta hai manzil ho nahin sakta

giraya hai nazar ki us bulandi se mujhe tu ne
main ab apni nigahon ke bhi qabil ho nahin sakta

(593) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Koi Parda Miyan-e-ishq Hail Ho Nahin Sakta written by Baldev Raaj at UrduPoint. Koi Parda Miyan-e-ishq Hail Ho Nahin Sakta is one of the masterpieces written by Baldev Raaj. You can also find the complete poetry collection of Baldev Raaj by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Baldev Raaj' above.

Koi Parda Miyan-e-ishq Hail Ho Nahin Sakta is a widely read Urdu Ghazal. If you like Koi Parda Miyan-e-ishq Hail Ho Nahin Sakta, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.