Teri Tarah Malal Mujhe Bhi Nahin Raha, Urdu Ghazal By Baqi Ahmad Puri

Teri Tarah Malal Mujhe Bhi Nahin Raha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Baqi Ahmad Puri. Teri Tarah Malal Mujhe Bhi Nahin Raha comes under the Love, Sad, Bewafa, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Teri Tarah Malal Mujhe Bhi Nahin Raha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تیری طرح ملال مجھے بھی نہیں رہا

باقی احمد پوری

تیری طرح ملال مجھے بھی نہیں رہا

جا اب ترا خیال مجھے بھی نہیں رہا

تو نے بھی موسموں کی پذیرائی چھوڑ دی

اب شوق ماہ و سال مجھے بھی نہیں رہا

میرا جواب کیا تھا تجھے بھی خبر نہیں

یاد اب ترا سوال مجھے بھی نہیں رہا

جس بات کا خیال نہ تو نے کبھی کیا

اس بات کا خیال مجھے بھی نہیں رہا

توڑا ہے تو نے جب سے مرے دل کا آئنہ

اندازۂ جمال مجھے بھی نہیں رہا

باقیؔ میں اپنے فن سے بڑا پرخلوص ہوں

اس واسطے زوال مجھے بھی نہیں رہا

باقی احمد پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Teri Tarah Malal Mujhe Bhi Nahin Raha

Baqi Ahmad Puri

teri tarah malal mujhe bhi nahin raha
ja ab tera KHayal mujhe bhi nahin raha

tu ne bhi mausamon ki pazirai chhoD di
ab shauq-e-mah-o-sal mujhe bhi nahin raha

mera jawab kya tha tujhe bhi KHabar nahin
yaad ab tera sawal mujhe bhi nahin raha

jis baat ka KHayal na tu ne kabhi kiya
is baat ka KHayal mujhe bhi nahin raha

toDa hai tu ne jab se mere dil ka aaina
andaza-e-jamal mujhe bhi nahin raha

'baqi' mein apne fan se baDa pur-KHulus hun
is waste zawal mujhe bhi nahin raha

(703) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Teri Tarah Malal Mujhe Bhi Nahin Raha written by Baqi Ahmad Puri at UrduPoint. Teri Tarah Malal Mujhe Bhi Nahin Raha is one of the masterpieces written by Baqi Ahmad Puri. You can also find the complete poetry collection of Baqi Ahmad Puri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Baqi Ahmad Puri' above.

Teri Tarah Malal Mujhe Bhi Nahin Raha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Teri Tarah Malal Mujhe Bhi Nahin Raha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.