Dasht-o-dariya Ke Ye Us Par Kahan Tak Jati, Urdu Ghazal By Baqi Ahmad Puri

Dasht-o-dariya Ke Ye Us Par Kahan Tak Jati is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Baqi Ahmad Puri. Dasht-o-dariya Ke Ye Us Par Kahan Tak Jati comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dasht-o-dariya Ke Ye Us Par Kahan Tak Jati on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دشت و دریا کے یہ اس پار کہاں تک جاتی

باقی احمد پوری

دشت و دریا کے یہ اس پار کہاں تک جاتی

گھر کی دیوار تھی دیوار کہاں تک جاتی

مٹ گئی حسرت دیدار بھی رفتہ رفتہ

ہجر میں حسرت دیدار کہاں تک جاتی

تھک گئے ہونٹ ترا نام بھی لیتے لیتے

ایک ہی لفظ کی تکرار کہاں تک جاتی

لاج رکھنا تھی مسیحائی کی ہم کو ورنہ

دیکھتے لذت آزار کہاں تک جاتی

راہبر اس کو سرابوں میں لیے پھرتے تھے

خلقت شہر تھی بیمار کہاں تک جاتی

ہر طرف حسن کے بازار لگے تھے باقیؔ

ہر طرف چشم خریدار کہاں تک جاتی

باقی احمد پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dasht-o-dariya Ke Ye Us Par Kahan Tak Jati

Baqi Ahmad Puri

dasht-o-dariya ke ye us par kahan tak jati
ghar ki diwar thi diwar kahan tak jati

miT gai hasrat-e-didar bhi rafta rafta
hijr mein hasrat-e-didar kahan tak jati

thak gae honT tera nam bhi lete lete
ek hi lafz ki takrar kahan tak jati

laj rakhna thi masihai ki hum ko warna
dekhte lazzat-e-azar kahan tak jati

rahbar us ko sarabon mein liye phirte the
KHilqat-e-shahr thi bimar kahan tak jati

har taraf husn ke bazar lage the 'baqi'
har taraf chashm-e-KHaridar kahan tak jati

(550) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dasht-o-dariya Ke Ye Us Par Kahan Tak Jati written by Baqi Ahmad Puri at UrduPoint. Dasht-o-dariya Ke Ye Us Par Kahan Tak Jati is one of the masterpieces written by Baqi Ahmad Puri. You can also find the complete poetry collection of Baqi Ahmad Puri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Baqi Ahmad Puri' above.

Dasht-o-dariya Ke Ye Us Par Kahan Tak Jati is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dasht-o-dariya Ke Ye Us Par Kahan Tak Jati, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.