Ajal Ne Kar Diya KHamosh To Kya Hai Zaban Hun Main, Urdu Ghazal By Bekhud Mohani

Ajal Ne Kar Diya KHamosh To Kya Hai Zaban Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Bekhud Mohani. Ajal Ne Kar Diya KHamosh To Kya Hai Zaban Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ajal Ne Kar Diya KHamosh To Kya Hai Zaban Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اجل نے کر دیا خاموش تو کیا ہے زباں ہوں میں

بیخود موہانی

اجل نے کر دیا خاموش تو کیا ہے زباں ہوں میں

کہ ہستی کا فسانہ ہوں عدم کی داستاں ہوں میں

زمیں والے جو کہتے ہیں کہ اب کیا پیس ڈالے گا

تو ملتا ہے جواب اس کا کہ دور آسماں ہوں میں

میں سمجھاتا ہوں جب دل کو تو کہتا ہے متانت سے

زمانے کی زباں تو ہے حقیقت کی زباں ہوں میں

مری تصویر میرا بت مرا مرقد ہے تن میرا

کبھی تھا تو اسی دنیا میں لیکن اب کہاں ہوں میں

تری غیرت کو اے ناز ستم گر کیا ہوا آخر

ترے ہوتے ہوئے ممنون جور آسماں ہوں میں

قیامت کر گیا بار امانت کا اٹھا لینا

حریف ماسوا ہوں مبتلائے امتحاں ہوں میں

نہ جب اٹھا تھا دل دنیا سے ذرہ ذرہ دل کش تھا

مگر اب آشیاں ہر جا ہے پر بے آشیاں ہوں میں

نظر آتا ہے ہر منبر پہ مجھ کو اک نیا واعظ

جہاں رندوں کا مجمع ہو وہاں پیر مغاں ہوں میں

مری قسمت میں اے بیخودؔ کہاں منزل کی آسائش

غبار راہ ہوں بانگ درائے کارواں ہوں میں

بیخود موہانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ajal Ne Kar Diya KHamosh To Kya Hai Zaban Hun Main

Bekhud Mohani

ajal ne kar diya KHamosh to kya hai zaban hun main
ki hasti ka fasana hun adam ki dastan hun main

zamin wale jo kahte hain ki ab kya pis Dalega
to milta hai jawab is ka ki daur-e-asman hun main

main samjhata hun jab dil ko to kahta hai matanat se
zamane ki zaban to hai haqiqat ki zaban hun main

meri taswir mera but mera marqad hai tan mera
kabhi tha to isi duniya mein lekin ab kahan hun main

teri ghairat ko ai naz-e-sitamgar kya hua aaKHir
tere hote hue mamnun-e-jaur-e-asman hun mein

qayamat kar gaya bar-e-amanat ka uTha lena
harif-e-ma-siwa hun mubtala-e-imtihan hun main

na jab uTTha tha dil duniya se zarra zarra dilkash tha
magar ab aashiyan har ja hai par be aashiyan hun main

nazar aata hai har mimbar pe mujh ko ek naya waiz
jahan rindon ka majma ho wahan pir-e-mughan hun main

meri qismat mein ai 'beKHud' kahan manzil ki aasaish
ghubar-e-rah hun bang-e-dara-e-karwan hun main

(747) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ajal Ne Kar Diya KHamosh To Kya Hai Zaban Hun Main written by Bekhud Mohani at UrduPoint. Ajal Ne Kar Diya KHamosh To Kya Hai Zaban Hun Main is one of the masterpieces written by Bekhud Mohani. You can also find the complete poetry collection of Bekhud Mohani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Bekhud Mohani' above.

Ajal Ne Kar Diya KHamosh To Kya Hai Zaban Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ajal Ne Kar Diya KHamosh To Kya Hai Zaban Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.