Manzilon Ki Chah Le Kar Raston Mein Qaid Hain, Urdu Ghazal By Bilal Saharanpuri

Manzilon Ki Chah Le Kar Raston Mein Qaid Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Bilal Saharanpuri. Manzilon Ki Chah Le Kar Raston Mein Qaid Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Manzilon Ki Chah Le Kar Raston Mein Qaid Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

منزلوں کی چاہ لے کر راستوں میں قید ہیں

بلال سہارن پوری

منزلوں کی چاہ لے کر راستوں میں قید ہیں

جتنے تھے آزاد پنچھی گھونسلوں میں قید ہیں

جو یہ کہتے تھے ہمارے پاؤں میں تل ہے جناب

آج ایسے لوگ بھی اپنے گھروں میں قید ہیں

تجھ سے پہلے تیرے جیسی شان و شوکت کے یہاں

جانے کتنے بادشہ ان مقبروں میں قید ہیں

جو کئے محسوس میں نے اس کو چھو کر پہلی بار

آج بھی وہ ذائقے ان انگلیوں میں قید ہیں

خود اٹھانا پڑ رہا ہے بوجھ اپنا آج کل

حاشیہ بردار سارے حاشیوں میں قید ہیں

بلال سہارن پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Manzilon Ki Chah Le Kar Raston Mein Qaid Hain

Bilal Saharanpuri

manzilon ki chah le kar raston mein qaid hain
jitne the aazad panchhi ghonslon mein qaid hain

jo ye kahte the hamare panw mein til hai janab
aaj aise log bhi apne gharon mein qaid hain

tujh se pahle tere jaisi shan-o-shaukat ke yahan
jaane kitne baadshah in maqbaron mein qaid hain

jo kiye mahsus main ne us ko chhu kar pahli bar
aaj bhi wo zaiqe in ungliyon mein qaid hain

KHud uThana paD raha hai bojh apna aaj-kal
hashiya-bardar sare hashiyon mein qaid hain

(741) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Manzilon Ki Chah Le Kar Raston Mein Qaid Hain written by Bilal Saharanpuri at UrduPoint. Manzilon Ki Chah Le Kar Raston Mein Qaid Hain is one of the masterpieces written by Bilal Saharanpuri. You can also find the complete poetry collection of Bilal Saharanpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Bilal Saharanpuri' above.

Manzilon Ki Chah Le Kar Raston Mein Qaid Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Manzilon Ki Chah Le Kar Raston Mein Qaid Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.