KHud Apne Aapko Zanjir Karta Rahta Hai, Urdu Ghazal By Bismil Arifi

KHud Apne Aapko Zanjir Karta Rahta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Bismil Arifi. KHud Apne Aapko Zanjir Karta Rahta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHud Apne Aapko Zanjir Karta Rahta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خود اپنے آپ کو زنجیر کرتا رہتا ہے

بسمل عارفی

خود اپنے آپ کو زنجیر کرتا رہتا ہے

وہ میرے خواب کی تعبیر کرتا رہتا ہے

عجب نہیں کہ اسے میری آرزو ہی نہ ہو

کہ اب وہ آنے میں تاخیر کرتا رہتا ہے

نئے مکان کی وسعت نہ اس کو راس آئی

وہ اب بھی ذہن میں تصویر کرتا رہتا ہے

قلم اٹھانے کی تحریک بھی اسی نے دی

اور اب وہی ہے کہ تعزیر کرتا رہتا ہے

عیوب اپنے چھپاؤ گے کس طرح بسملؔ

وہ روز نامچہ تحریر کرتا رہتا ہے

بسمل عارفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHud Apne Aapko Zanjir Karta Rahta Hai

Bismil Arifi

KHud apne aap ko zanjir karta rahta hai
wo mere KHwab ki tabir karta rahta hai

ajab nahin ki use meri aarzu hi na ho
ki ab wo aane mein taKHir karta rahta hai

nae makan ki wusat na us ko ras i
wo ab bhi zehn mein taswir karta rahta hai

qalam uThane ki tahrik bhi usi ne di
aur ab wahi hai ki tazir karta rahta hai

uyub apne chhupaoge kis tarah 'bismil'
wo roz namcha tahrir karta rahta hai

(759) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHud Apne Aapko Zanjir Karta Rahta Hai written by Bismil Arifi at UrduPoint. KHud Apne Aapko Zanjir Karta Rahta Hai is one of the masterpieces written by Bismil Arifi. You can also find the complete poetry collection of Bismil Arifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Bismil Arifi' above.

KHud Apne Aapko Zanjir Karta Rahta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHud Apne Aapko Zanjir Karta Rahta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.