Mujrim Hun Agar Mujhko Saza Kyon Nahin Dete, Urdu Ghazal By Danish Ejaz

Mujrim Hun Agar Mujhko Saza Kyon Nahin Dete is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Danish Ejaz. Mujrim Hun Agar Mujhko Saza Kyon Nahin Dete comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Mujrim Hun Agar Mujhko Saza Kyon Nahin Dete on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجرم ہوں اگر مجھ کو سزا کیوں نہیں دیتے

دانش اعجاز

مجرم ہوں اگر مجھ کو سزا کیوں نہیں دیتے

اپنا ہوں تو پھر مجھ کو صدا کیوں نہیں دیتے

کچھ اور نہیں شکوہ شکایت ہی کرو تم

اس بجھتی محبت کو ہوا کیوں نہیں دیتے

تم لوٹ بھی جاؤ تو اثر دیر تلک ہو

ملتے ہوئے یہ ہاتھ دبا کیوں نہیں دیتے

پھر دیکھ کے صاحب جی اسی خاص نظر سے

امید کے غنچوں کو کھلا کیوں نہیں دیتے

اک بات ہی کہنی ہے مگر لوگ بہت ہیں

کچھ وقت مجھے ان کے سوا کیوں نہیں دیتے

دانش اعجاز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujrim Hun Agar Mujhko Saza Kyon Nahin Dete

Danish Ejaz

mujrim hun agar mujh ko saza kyon nahin dete
apna hun to phir mujh ko sada kyon nahin dete

kuchh aur nahin shikwa shikayat hi karo tum
is bujhti mohabbat ko hawa kyon nahin dete

tum lauT bhi jao to asar der talak ho
malte hue ye hath daba kyon nahin dete

phir dekh ke sahab ji usi KHas nazar se
ummid ke ghunchon ko khila kyon nahin dete

ek baat hi kahni hai magar log bahut hain
kuchh waqt mujhe in ke siwa kyon nahin dete

(737) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujrim Hun Agar Mujhko Saza Kyon Nahin Dete written by Danish Ejaz at UrduPoint. Mujrim Hun Agar Mujhko Saza Kyon Nahin Dete is one of the masterpieces written by Danish Ejaz. You can also find the complete poetry collection of Danish Ejaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Danish Ejaz' above.

Mujrim Hun Agar Mujhko Saza Kyon Nahin Dete is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujrim Hun Agar Mujhko Saza Kyon Nahin Dete, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.