Jab Tasawwur Mein Kisi Ko Pas Pa Leta Hun Main, Urdu Ghazal By Daud Ghazi

Jab Tasawwur Mein Kisi Ko Pas Pa Leta Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Daud Ghazi. Jab Tasawwur Mein Kisi Ko Pas Pa Leta Hun Main comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Jab Tasawwur Mein Kisi Ko Pas Pa Leta Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب تصور میں کسی کو پاس پا لیتا ہوں میں

داؤد غازی

جب تصور میں کسی کو پاس پا لیتا ہوں میں

اک نرالے کیف کو دل میں بسا لیتا ہوں میں

جب بھی یاد آتی ہیں تیرے گیسوؤں کی راحتیں

رات کی تاریکیوں میں مسکرا لیتا ہوں میں

چاہتا ہوں جب کہ تیری یاد کو روشن کروں

غم کی وادی میں نئی شمعیں جلا لیتا ہوں میں

راہ میں سوکھا ہوا پتہ بھی ملتا ہے اگر

اس پریشاں حال کو ساتھی بنا لیتا ہوں میں

سوچتا ہوں کتنا غم اندوز ہے تیرا خیال

پھر اسی سے اک نیا جادو جگا لیتا ہوں میں

داؤد غازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Tasawwur Mein Kisi Ko Pas Pa Leta Hun Main

Daud Ghazi

jab tasawwur mein kisi ko pas pa leta hun main
ek nirale kaif ko dil mein basa leta hun main

jab bhi yaad aati hain tere gesuon ki rahaten
raat ki tarikiyon mein muskura leta hun main

chahta hun jab ki teri yaad ko raushan karun
gham ki wadi mein nai shamen jala leta hun main

rah mein sukha hua patta bhi milta hai agar
us pareshan-haal ko sathi bana leta hun main

sochta hun kitna gham-andoz hai tera KHayal
phir usi se ek naya jadu jaga leta hun main

(738) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Tasawwur Mein Kisi Ko Pas Pa Leta Hun Main written by Daud Ghazi at UrduPoint. Jab Tasawwur Mein Kisi Ko Pas Pa Leta Hun Main is one of the masterpieces written by Daud Ghazi. You can also find the complete poetry collection of Daud Ghazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Daud Ghazi' above.

Jab Tasawwur Mein Kisi Ko Pas Pa Leta Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Tasawwur Mein Kisi Ko Pas Pa Leta Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.