Main Ki Apne Hi Aas-pas Nahin, Urdu Ghazal By Dheerendra Singh Faiyaz

Main Ki Apne Hi Aas-pas Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Dheerendra Singh Faiyaz. Main Ki Apne Hi Aas-pas Nahin comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Main Ki Apne Hi Aas-pas Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں کہ اپنے ہی آس پاس نہیں

دھیریندر سنگھ فیاض

میں کہ اپنے ہی آس پاس نہیں

سو بھی اب مجھ کو تیری آس نہیں

زندگی کے بنے نہیں امکان

موت کا بھی کوئی قیاس نہیں

قہر پر قہر مجھ پہ ٹوٹے ہیں

کیا ستم ہے کہ میں اداس نہیں

چاہتا ہوں کہ تجھ کو یاد رکھوں

پر یہ چاہت بھی اتنی خاص نہیں

رہ کے دنیا میں دنیا والوں سے

کہتا پھرتا ہوں دنیا راس نہیں

میری خواہش ہے دریا پاس آئے

اور میں کہہ دوں کہ مجھ کو پیاس نہیں

دھیریندر سنگھ فیاض

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Ki Apne Hi Aas-pas Nahin

Dheerendra Singh Faiyaz

main ki apne hi aas-pas nahin
so bhi ab mujh ko teri aas nahin

zindagi ke bane nahin imkan
maut ka bhi koi qayas nahin

qahr par qahr mujh pe TuTe hain
kya sitam hai ki main udas nahin

chahta hun ki tujh ko yaad rakhun
par ye chahat bhi utni KHas nahin

rah ke duniya mein duniya walon se
kahta phirta hun duniya ras nahin

meri KHwahish hai dariya pas aae
aur main kah dun ki mujh ko pyas nahin

(658) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Ki Apne Hi Aas-pas Nahin written by Dheerendra Singh Faiyaz at UrduPoint. Main Ki Apne Hi Aas-pas Nahin is one of the masterpieces written by Dheerendra Singh Faiyaz. You can also find the complete poetry collection of Dheerendra Singh Faiyaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Dheerendra Singh Faiyaz' above.

Main Ki Apne Hi Aas-pas Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Ki Apne Hi Aas-pas Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.