Parkho Tum Un Ko Dur Se Ya Phir Qarib Se, Urdu Ghazal By Dildar Dehlvi

Parkho Tum Un Ko Dur Se Ya Phir Qarib Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Dildar Dehlvi. Parkho Tum Un Ko Dur Se Ya Phir Qarib Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Parkho Tum Un Ko Dur Se Ya Phir Qarib Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پرکھو تم ان کو دور سے یا پھر قریب سے

دلدار دہلوی

پرکھو تم ان کو دور سے یا پھر قریب سے

رشتہ دکھائی دیں گے تمہیں سب عجیب سے

اپنے پرائے میں بھی کوئی فرق ہی نہیں

لگتے ہیں سارے دوست بھی مجھ کو رقیب سے

جس کو بھی دیکھیے اسے سکھ کی تلاش ہے

لیکن یہ شے بھی پاتا ہے انساں نصیب سے

جن کی مدد سے آج بہت کامیاب ہوں

کچھ لوگ مل گئے ہیں مجھے بھی حبیب سے

ہم لوگ اس پہ روز لٹکتے ہیں بار بار

عیسیٰ تو ایک بار ہی لٹکا صلیب سے

دلدارؔ سے تمیز شرافت ہی مانگیے

دولت نہ مانگیں آپ کسی بھی غریب سے

دلدار دہلوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Parkho Tum Un Ko Dur Se Ya Phir Qarib Se

Dildar Dehlvi

parkho tum un ko dur se ya phir qarib se
rishte dikhai denge tumhein sab ajib se

apne parae mein bhi koi farq hi nahin
lagte hain sare dost bhi mujh ko raqib se

jis ko bhi dekhiye use sukh ki talash hai
lekin ye shai bhi pata hai insan nasib se

jin ki madad se aaj bahut kaamyab hun
kuchh log mil gae hain mujhe bhi habib se

hum log is pe roz laTakte hain bar bar
isa to ek bar hi laTka salib se

'dildar' se tamiz sharafat hi mangiye
daulat na mangen aap kisi bhi gharib se

(335) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Parkho Tum Un Ko Dur Se Ya Phir Qarib Se written by Dildar Dehlvi at UrduPoint. Parkho Tum Un Ko Dur Se Ya Phir Qarib Se is one of the masterpieces written by Dildar Dehlvi. You can also find the complete poetry collection of Dildar Dehlvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Dildar Dehlvi' above.

Parkho Tum Un Ko Dur Se Ya Phir Qarib Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Parkho Tum Un Ko Dur Se Ya Phir Qarib Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.